Rab Se Milunga To Aashiq Ki Tarah ShagirdWallah Ibadat Se Mohabbat Ki Tajjali Ki HaiLog Kehte Hain Ishq Karo Us SeJis Se Haseen Koi Or Na Ho ShagirdMain Apne “Rab” Sey Ishq Q Na KarunKe Us Se Haseen To Jannat Bhi Nahi…

Baarish Ki Boondon Ka Aapke Hothon Se FisalnaDil Ko Ghayal Kar Jata HaiReshmi Julfon Mein Unka SaraknaDil Ko Bahut Lubhata HaiLaakh Koshish Karta Hun LekinHumko Chain Kahan Aata HaiYahi To Mousam Hai YaaronJab Ishq Jawaan Ho Jata Hai…..

Ji Chaahta Hai Ik Doosre Ko Yun Aath Pehar Hum Yaad Karen; Ankhon Mein Basaaen Khwaabon Ko Aur Dil Ko Khayal Aabad Karen; Khilwat Mein Bhi Ho Jalwat Ka Saman Wahdat Ko Dooi Se Shhad Karen; Yeh Aarzooen Eejad Na Kar Ai Ishq Hamein Barbaad Na Ka

Ye Zalim Zamana Kya Jane Ishq Kya Hota HeinIshq To Woh Chand HeinKi Iski Roshni Me Hum Kali Ki Tarah Kiljathe HaiIshq To Woh Kata HeinKi Iski Chuban Be Humko Meethe Lagti HaiIshq To Woh Aiyna HeinKi Usmein Humari Nahi Unki Chehara Dikai Deta Hai

Acha Lagta He Teri Yaad Mein Jaltay RehnaJaad-E-Ishq Mein Gir Gir Ke Sambhaltay RehnaYaad Karna Tujhey Alam-E-Tanhayee MienOr Mehfil Mein Tujhey Door Se Taktay RehnaPehle Aata Ne Tha Ab Seekh Liya He Hum NeZinda Rehney Ke Liye Jaan Se Guzaartay Rehna

Pura dukh aur aadha chandhijr ke shab aur aisa chanditane ghane badal ke pichekitna tanha hoga chandmeri karavat par jag utheneend ka kitna kacha chandsehra sehra bhatak raha haiapne ishq mein sacha chandraat ke shayad ek baje hainsota hoga mera chand

Pata Tha Tut Jaana Hai Ek Din Fir Bhi Na Jaane KyunHar Raat Har Din Naye Khwab Tha BoontaTujhe Paane Ki Zid Thi Har Lamha Har PalNa Kisi Zulm O Sitam Na Anjaam Ka Darr ThaKya Karoon Ki Zor Chalta Nahi Khud PeTujhe Dekh K Bhi Ishq Na Karta Tou Kya Karta

Daastaan-E-Gham-E-Dil Unko Sunaii Na GayiBaat Bigdii Kuchh Aisii Ki Banaii Na GayiSab Ko Ham Bhool Gaye Josh-E-Junoon Mein LekinEk Teri Yaad Thi Aisi Ki Bhulaai Na GayiIshq Par Kuchh Na Chalaa Dida-E-Tar Ka JaadooUsne Jo Aag Lagaa Di Woh Bujhaai Na Gayi

Zara Sa Qatra Kahin Aaj Agar Ubharta Hai Samandaron Hi Ke Lehje Mein Baat Karta Hai; Khuli Chhaton Ke Diye Kab Ke Bujh Gaye Hote Koi To Hai Jo Hawaon Ke Par Qatarta Hai; Ye Dekhna Hai Ki Sehra Bhi Hai Samandar Bhi Wo Meri Tashna-Labi Kis Ke Naam Karta Hai

Aisa Karna Key Chand Sey Kuch Mitti LanaUs Main Sey Do Putley BananaEk Tumharey JaisaEk Merey JaisaUn Potloon Ko Phir Tum Toor DeynaUn Sey Phir Tum Do Putley BananaEk Tumharey JaisaEk Merey JaisaTa KKuch Kuch Tum Main Hum Reh JayenKuch Kuch Hum Main Tum Reh Jana

Woh Log Bohat Hi Achhay ThayJo Ishq Ko Kaam Samajhtay ThayYa Kaam Se Aashiqui Kartay ThayHum Jeetay Jee Masroof RahayKuchh Ishq Kia, Kuchh Kaam KiaKaam Ishq Ke Aaray Aata RahaAur Ishq Kaam Se Ulajhta RahaAur Phir Aakhir Tang Aa Ka Hum NayDonon Ko Adhoora Chhor Dia

Sher ke parde mein main ne gham sunaya hai bahutmarsiye ne dil ko mere bhi rulaya hai bahutvadi-o-kohasar mein rota hun dhade mar-mardilbaran-e-shahar ne mujh ko sataya hai bahutva nahi hota kisi se dil girifta ishq kazahira gam-gin use rahana khush aaya hai bahut

Raha Gurdishon Main Hardam Mere Ishq Ka SitaraKabhi Dagmagai Kishti Kabhi Kho Gia KinaraKoi Dil K Khel Dekhe K Mohabbaaton Ki BaziWo Kadam Kadam Pe Jeete, Main Kadam Kadam Pe HaraYe Hamari Bad Nasibi Jo Nahin Hai To Aur Kia HaiK Usi K Ho Gai Hain, Jo Na Ho Saka Hamara

Garmiye Hasrat-E-Nakaam Se Jal Jaate Hain; Hum Chiraagon Ki Tarah Shaam Se Jal Jaate Hain; Shama Jalti Hai Jis Aag Mein Numayish Ke Liye; Hum Usi Aag Mein Gumnaam Se Jal Jaate Hain; Jab Bhi Aata Hai Tera Naam Mere Naam Ke Saath; Jaane Kyon Log Mere Naam Se Jal Jaate Hain

Dil-e-Nadaan Tujhe Hua Kya Hai; Aakhir Is Dard Kee Dawa Kya Hai; Hum Hain Mushtaaq Aur Wo Bezaar; Ya Ilaahi Yeh Maajra Kya Hai Translation: Oh errant heart what has transpired now Finally what is the cure for this ache I desrie the Other is indifferent Ah God what is this performance