Teri Sari Kasme Sab Wade Adhure Ho GayeRaste Mai Kho Gayi Manzile Sapne Bhi Khak Ho GayePuch Kar To Dekh Hale Dil Mera Apne DilseTu Khd Jan Jayegi Tere Ishq Mai Hum Kitne Barbad Ho Gaye.

Raaton Ko Uth Uth Rote HainRo Ro Kar Duaayen Karate HainAankhon Men Tasavvur Dil Men KhalishSar Dhunate Hain Aahen Bharate HainAi Ishq Ye Kaisaa Rog LagaaJiite Hain Na Zaalim Marate Hain

Koi Na Mita Sakega Dil Ke Iss Fasane Ko; Teri Chahat Mein Bhool Jata Hun Zamane Ko; Uthe Jo Meri Nazar Tere Chehre Pe Muskan Aaye; Teri Deewangi Mein Bhool Jaate Hain Nazrein Jhapkane Ko

Pyaar Ki Aanch Se To Patthar Bhi Pighal Jata Hai; Sache Dil Se Sath De To Naseeb Bhi Badal Jata Hai; Pyaar Ki Rahon Par Mil Jaye Sacha Hamsafar; To Kitna Bhi Gira Hua Insaan Bhi Sambhal Jata Hai

Mila Wo Bhi Nahi Karte Mila Hum Bhi Nahi Karte; Gila Wo Bhi Nahi Karte Shikwa Hum Bhi Nahi Karte; Yeh Bhi Such Hai Mohabbat Unko Bhi Hai Mohabbat Humko Bhi Hai; Izhar Wo Bhi Nahi Karte Iqrar Hum Bhi Nahi Karte

Shab-e-gam ae mere ALLAH basar bhi hogiraat hi raat rahegi ke sahar bhi hogimain ye sunata hun ke wo duniya ke khabar rakhte hainjo ye sach hai to unhen meri khabar bhi hogichain milane se hai un ke na juda rahane seaakhir ae ishq kisi tarah basar bhi hogi

Duniya ki nazron mein girna mere kis kaam aayaApno se bichad kar woh bewafa gairon ke kaam aaya.Main bhool chuka tha ki apne hi bewafai karte hainDuniya meri barbaad karke use zara bhi rehem na aaya.Agar woh wafadaar hota to yoon bewafai na kartaMujhe uska intezaar raha, par voh lout kar na aaya.Zindagi to qaafiro

Puch na mujhase dil ke fasaneishq ke baten ishq hi janewo din jab hum un se mile thedil ke nazuk phul khilemasti aankhen choom rahi thisari duniya jhum rahido dil the wo bhi divanewo din jab hum dur huye thedil ke shishe choor huye theaayi khizan rangin chaman meinaag lagi jab dil ke ban meinaaya na koi aag bujhane

Khafa na hona hamse agar tera naam juban par aa jaye Inkaar hua to seh lenge aur agar duniya hasi to keh denge; Ke mahobbat koi cheez nahi jo khairat mei mil jaye; Chamchmata koi joognoo nahi jo har raat mei mil jaye; Gulaab ka koi wo phool nahi jo har subeh khil jaye; Jab wo bewafai pe aa jaye to kambakhat ruh tak hil jaye

Hosh Waalon Ko Kya Khabar Bekhudi Kya Cheez HaiIshq Kijiye Phir Samajhiye,Zindagi Kyaa Cheez HaiHosh Waalon Ko Khabar Kya,Bekhudi Kya Cheez HaiIshq Kijiye Fir Samajhiye,Zindagi Kya Cheez HaiUnse Nazarein Kya Mili,Roshan Fizayein Ho GayinAaj Jaana Pyaar Ki,Jadoogari Kya Cheez HaiKhulti Zulfon Ne Sikhayi,Mausamon Ko ShayariJhukti Aankhon Ne Bataya,Mehkashi Kya Cheez HaiHum Labon Se Keh Na Paaye,Unse Haal-E-Dil KabhiAur Woh Samjhe Nahi Yeh,Khamoshi Kya Cheez Hai

Bikta Hay Husan Bhi Zikar Misar K Bazar Ka KarlonYa Tazkara Anaar Kali Saleem K Darbar Ka Kar LonDin Es Qadar Tohamaten Mujay Aalam-E-Ishq NeSochta Hon Rukh Apna Bhi Saf-E-Aghyar Ko Kar LonKehta Hay Ghalib Ishq Bhi Aik Kaam Hota HayChalo Phir Fikar Darvesh, Apne Rozgaar Ka Kar LonGunah-Eishq Sunta Hon Main, Sadiyon Se Jari HayMain Jata Hon K Aik Tawaaf Pane Dildar Ka Kar LonAzan-E-Husan Deti Hay Tere Rukhsar Ki MasjidIjazat Ho Darvesh, Honton Se Aik Sajda Payar Ka Karlon

Aaina Hoon Main Mere Saamne Aakar DekhoKhud Nazar Aaogye Jo Aankh Mila Ker DekhoMere Gham Mai Mari Takdeer Nazar Aati HaiDugmagaaoge Mera Dard Utha Ker DekhoYoun Tu Aasaan Nazar Aata Hai Manzil Ka SafarKitna Mushquil Hai Meri Raaha Se Jaaker DekhoBazam Ka Meri Charagaan Hai Nazar Ka DhokaKin Andheroon Mai Bhatakta Hoon Main Aaker DekhoDil Tumhara Hai Main Ye Jaan Bhi Dedoon Tum PerBas Mera Saath Zara Dil Se Nibha Ker DekhoMout Barhaq Hai Mager Tum Se Waada Hai MeraLaut Aaounga Tum Ikbaar Bula Ker Dekho

Nazar Karna Nazar-Andaz Karna; Yehi Hai Pyar Ka Aghaaz Karna

Kahne Ko Sab Kuch Wahi Ka Wahi HaiPar Mujhe Har Ik Zarra Naya Lagne Hai

Ishq Se Tabiyat Ne Zeest Ka Mazaa Paya; Dard Ki Dawa Paai Dard Be Dawa Paya