Aankhon Mein Rehne Walon Ko Yaad Nahi Karte; Dil Mein Rehne Walon Kee Baat Nahi Karte; Hamari To Rooh Mein Bas Chuke Hain Aap; Tabhi To Milne Kee Hum Fariyad Nahi Karte

Apni Ankhoun Kay Qareenay Main Saja Lay Mujh KoApnay Dill Ke Dharknoun Main Basa Lay Mujh KoMain Tu Bus Aap Kay Leya Zinda HoonIss Dewnagi Kay Alam Say Bacha Lay Mujh Ko

Waqt Aur Khushi Tere Gulam Honge; Ye Pal Ye Pehlu Tere Hi Naam Honge; Dekhna Kabhi Jhuk Kar Neeche Bhi Ai Humsafar; Tere Har Kadam Ke Neeche Mere Haathon Ke Nishan Honge

Din Beet Jate Hain Suhani Yaadein Banker; Baatein Reh Jati Hain Kahani Bankar; Par Pyaar To Hamesha Dil Ke Kareeb Rahega; Kabhi Muskaan To Kabhi Aankhon Mein Pani Banka

Tere Khyalon Se Dhadkan Ko Chupa Ke Dekha Hai; Dil-o-Nazar Ko Bahut Rula Ke Dekha Hai; Teri Kasam Tu Nahi To Kuch Bhi Nahi; Kyonki Maine Kuch Pal Tujhe Bhula Ke Dekha Hai

Tanhai Mere Dil Mein Samati Chali Gayi; Kismat Bhi Apna Khel Dikhati Chali Gayi; Mehki Fiza k Khushboo Mein Jo Dekha Pyaar Ko; Bas Yaad Kisi Ki Aayi Aur Rulati Chali Gayi

Jis Tarah Ragon Mein Khoon Rehta Hai; Ussi Tarah Mujhe Teri Chahat Ka Junoon Rehta Hai; Zindagi Kee Har Khushi Mansoob Hai Tumse; Baat Ho Tum Se To Dil Ko Sukoon Rehta Hai

Be-Zubani Tarjuman-e-Shauq Be-Had Ho To Ho; Warna Pesh-e-Yaar Kaam Aati Hai Taqriren Kahin Meaning: Be-Zubani = Inability To Speak Tarjuman-e-Shauq = Interpretors Of Love

Meri Har Saans Mein Mehakta Paya Hai Tujhe; Har Sapno Mein Dil Se Mangwaya Hai Tujhe; Phir Kyon Na Karein Tumhein Itni Mohabbat; Jab Khuda Ne Mere Liye Hi Banaya Hai Tujhe

Nafrat Ki Dhoop Me Barsat Se Pehle; Halaat Na The Aaise Teri Mulaqat Se Pehle; Har Kisi Ko Hamdard Samajh Lete The; Hum Bhi Kitne Saada The Mohabbaton Ke Tajurbat Se Pehle

Ishq Ne Humein Benaam Kar Diya; Har Khushi Se Humein Anjaan Kar Diya; Humne To Kabhi Nahi Chaha Ki Humein Bhi Mohabbat Ho; Lekin Aap Kee Ek Nazar Ne Humein Nilaam Kar Diya

Dil Mein Tumhare Apni Kami Chod Jaayenge; Aakhon Mein Intezar Kee Nami Chod Jaayenge; Yaad Rakhna Mujhe Dhoondte Firoge Ek Din; Zindagi Mein Dosti Kee Kahani Chod Jaayenge

Kisi Ko Pyaar Itna Dena Ki Koi Had Na Rahe; Magar Aitbaar Bhi Itna Rakhna Ki Koi Shak Na Rahe; Wafa Itni Karna Ki Bewafai Na Ho; Aur Dua Bas Itni Karna Ki Kabhi Judai Na Ho

Basher Key Roop Main Ek Dilruba Talasm BaneyShafaq Main Dhoop Milayen Tu Us Ka Jism BaneyWoh Mojzaat Ki Had Tak Pohunch Gaya Hey QateelHurf Koi Bhi Likhoon Usi Ka Ism Baney

Basher Key Roop Main Ek Dilruba Talasm BaneyShafaq Main Dhoop Milayen Tu Us Ka Jism BaneyWoh Mojzaat Ki Had Tak Pohunch Gaya Hey QateelHurf Koi Bhi Likhoon Usi Ka Ism Baney