Gar lams nahi to lafz bhe bhej! Mein tujh se juda rahoo’n kab tak?

Hum tujhy bhool k khush baithay hain Hum sa be-dard koi kia ho ga. . . ?

Ab Unse Door Ka Bhi Waasta Nahi, Jo Loog Mere Ratjagon Mein Shaamil Thay..

GHazab hoa k nae log aa base dil me, Bicharna us se alag sanha hoa so hoa.

Koi sawal kare tou kya kahoon us se Bicharne waley sabab tou bata judai ka

Hum Ne Zamana Chor Diya Jin Ke LiyeHaye Wohi Chor Gaye Hume Zamane Ke Liye

Tumhare baad na takmeel ho saki apni, Tumhare baad adhoore sab khawb lage..

Maine khoya woh jo mera tha hi nahin, Us ne khoya woh jo sirf ussi ka tha..

Jab se bichrrey huye hain hum dono, Na’mukammal hain aap bhi hum bhi..

Rone se to bichare hoe sathi nahin milte, Mana k yahi shewa yaqoob raha hai.

Maloom hota hai bhool gaye ho shayed, Sabar to kisi me is qadar nahin hota..

Roney se to bichrey huye sathi nahin milte, Maana ke yehi kaam din raat kiya..

Teri Judai Or Yah July Ki Akhri Raat , Mill Kar Jala Rahe Hain Mujh Ko …!

Ye kia aik toor se guzare tamam umer, Khuda kisi se kisi ko magar juda na kare.

Wo yaas ka alam hai k har aik nazar par, Mehsos ye hota hai judai ki ghari hai.