Uojray Huay Logoon Say Gureizaan Na Hua Kar Hallat Ki Qabroon Kay Qatbay Bhee Phaarha Kar Har Waqt Ka Hansna Tughay Barbad Na Kar Day Tanhaee Kay Lamhoon Mein Kabhee Ro Bhee Lia Ka

Har Raat Gum Tanhai Har Sham Teri Yaad Ai Jitna Tujhe Bhulana Chaha Utni Ziyada Teri Yaad Ai Tujh Se Koi Umeed Nahi Wabista Is Dukh Se Ankh Bhar Ai Logo Ne Pocha Ashko Ka Sabab Bus Hamein Kehna Para TANHAI

Kuch Aise Log Jo Khaas Bohat Jo Ahem Bhi Hon Aur Pyare Bhi Tareef Main Jin K Lafz Na Hon Tou Aam Se Lafz Hum Likhai?n Kyun Kuch Safhay Kuch Line?n Kuch Warq Kyun Na Khaali Rehne De?n Aur Aise Pyare Logo?n Ko Sirf Dil Main Apne Rehne De?n ?

Ab har shaam Tanha guzarti hai Udaasion k saaye me… Har Lamha Tootte-Bikharte hain, sahil pe Lahron ki tarah…! Kisi ne Fir yaad dilaya, Humne sikha nahi saliqa jine ka.. Humse fir koi Apna mila tha ’Gairon’ ki tarah…!!

Kaya Poochte Ho , Mein Kesa Hon Ek Shard Hawa Ka Jonka Hon Hai Mere Roh Mein Be Cheni Mein Apne Aap Mein Ulja Hon Hai Mera Saya Our Koi Mein Our Kesi Ka Saya Hon To Khush Hai Apni Duniya Mein Mein Teri Yaad Mein Jalta Hon Ab Luat Ke Aa Our Dekh Sona Ek Umar Se Tanha Tanha Hon

Majboor Ye Halat Idhar Bhi Hai Udhar Bhi Tanhai Ki Ek Raat Idhar Bhi Hai Udhar Bhi Kehne Ko Buht Kuch Hai Magar Kis Se Kahe Hum Kub Tak Yuhi Dabte Yuhi Sehte Rahe Hum Dil Kehta Hai K Dunia Ki Har Rasm Utha Dein Dewar Johum Dono Mai Ha Aaj Gira Dein Ab Dil Mai Yahi Baat Idhar Bhi Hai Udhar Bhi

Mohabbat hum ne ki jo ek khata hogayi Ki wafa or zindagi saza hogayi Wafa karte rahe hum ibadaton ki tarhan Phir ibadat khud ek gunah hogayi Kitna suhana tha safar jab sath thay hum Phir kia howa kyun manzil juda hogayi Koi chahat koi hasrat koi umeed nahi rahi wo gaya to laga dunya fana hogai?

Hum Teri Dhun Main Jia Kartay Thay Man Me Hi Chup Chaap Phira Kartay Thay Aankhon Main Pyaas Hua Karti Thi Dil Main Tufan Utha Kartay Thay Sach Samajhte Thay Teri Muhobbat Ko Dil Main Kya Phool Khila Kartay Thay Ghar Ki Dewaar Sajaanay Ki Khaatir Ham Tera Naam Likha Kartay Thay Kal Tujhay Daik Kar Yaad Aaya Ham Bhi Kabhi Muhabbat Kia Kartay Thay

Ban Jaon Agar Tum Sa Tumhay Kaisa Lagay Ga? Her Pal Main Rahoun Tum Se Khafa Kaisa Lagay Ga? Tum Pyar Main Khud Ko Bhi Mitane Pe Ho Raazi Ban Jaye Agar Pyar Saza Kaisa Lagay Ga? Khud Se Bhi Zyada Ho Yaqeen Tum Ko Kisi Par Woh Shakhs Hi De Jaye Dagha Kaisa Lagay Ga? Tum Auron Ki Mehfil Ka Diya Ban Ke Jalo Phir Tanhai Milay Tum Ko Sila Kaisa Lagay Ga!!??

Katoon si chubhti hai Tanhai Angaroon si sulagti hai Tanhai Koi aa kar hum dono ko hunsa de Main rota hoon rone lagti hai Tanhai Jab bhi tere Hisar se nikalna chaha Yaadoon k beej bone lagti hai Tanhai Raat k kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai Main nahi sota sone lagti hai Tanhai Tum se judaa ho kar is se hi Dil laga lia hai Mar sa jata hoon jab khone lagti hai Tanhai

Din To Guzar Hi Jata Hai Logon Ki Bheed Me Kartey Hain Basar Raat Main Aur Meri Tanhai Saanson Ka Kya Bharosa Kab Chod Jain Saath Laikin Rahainge Saath, Main Aur Meri Tanhai Aaye Na Tumhe Yaad Kabhi Bhul Kar Bhi hum Kartey Hain Tumhe Yaad Main Aur Meri Tanhai Aa Ke Paas Kyon Door Ho Gaye ???? Hum Se Kartey Hain Teri Talash Main Aur Meri Tanhai Tum Ko Rakhain Gay Saath Zeenat Bana Ke Ghar Ki Reh Jain Phir Na Tanha Main Aur Meri Tanhai

Din To Guzar Hi Jata Hai Logon Ki Bheed Me Kartey Hain Basar Raat Main Aur Meri Tanhai Saanson Ka Kya Bharosa Kab Chod Jain Saath Laikin Rahainge Saath, Main Aur Meri Tanhai Aaye Na Tumhe Yaad Kabhi Bhul Kar Bhi hum Kartey Hain Tumhe Yaad Main Aur Meri Tanhai Aa Ke Paas Kyon Door Ho Gaye ???? Hum Se Kartey Hain Teri Talash Main Aur Meri Tanhai Tum Ko Rakhain Gay Saath Zeenat Bana Ke Ghar Ki Reh Jain Phir Na Tanha Main Aur Meri Tanhai

Nahi Aise Satao Tum, Mujhe Tanhayi Dasti Hai, Kahin Se Lout Aao Tum, Mujhe Tanhayi Dasti Hai, Yaqeen Tumko Meri Baaton Pe Akhir Kyun Nahi Aata, Khudara Maan Jao Tum,, Mujhe Tanhayi Dasti Hai, Koi Dastak, Koi Aahat, Na Koi Ghar Pe Aaya Hai, Parindon!! Chehchao Tum, Mujhe Tanhayi Dasti Hai, Mujhe Lagta Hai Mujhko Ab Judayi Maar Dalay Gi, K Ab Toh Maan Jao Tum, Mujhe Tanhayi Dasti Hai, Na Janay Tum Kahan Pe Chor Aaye Ho “Nadeem” Usko, Usay Phir Le Aao Tum, Mujhe Tanhayi Dasti Hai……!!!!

Bas ab ke itni tabdeli hoi hy purany ghar may tanhai nay hy

Apne saaye se chonk jatey hain, Umer guzri hai is qadar tanha..