Daikh Kaisi Qayamat Si Barpa Hui Hai Aashiyanon Pay Iqbal; Jo Lahoo Se Tameer Huye Thay Paani Se Bah Gaye

Raat Der Tak Teri Dehleez Par Baithi Rahin Meri Aankhein; Khud Na Aana Tha To Koi Khwab Hi Bhej Diya Hota

Woh Dil Mein Hai; Dhadkan Mein Hai; Rooh Mein Hai Ghalib; Sirf Kismat Mein Nahi Hai To Khuda Se Gila Kaisa

Mohabbat Hai Ki Nafrat Hai Koi Itna To Samjhaye; Kabhi Main Dil Se Ladhti Hun Kabhi Dil Mujh Se Ladhta Hai

Maza Deti Hain Unko Zindagi Ki Thokrein Mohsin 894; Jinko Naam­-e-Khuda Le Kar Sambhal Jane Ki Aadat Ho

Tappish Sooraj Ki Hoti Hai; Jalna Zameen Ko Parta Hai; Kasoor Ankhon Ka Hota Hai; Bhugatna Dil Ko Parta Hai

Hum Zamane Mein Yun Hi Bewafa Mashhoor Ho Gaye Faraz 894; Hazaron Chahne Wale The Kis-­Kis Se Wafa Karte

Itna Na Tarpao Ke Koi Gunaah Kar Loon Main; Phir Na Kehna Ke Kyun Barbaad Kiya Khud Ko Meri Muhabbat Ke Liye

Mere Paas Itne Sawaal Thay Meri Umar Se Na Simat Sake; Tere Paas Jitne Jawaab Thay Teri Ek Nigaah Mein Aa Gaye

Yeh Na Puch Ki Shikayatein Kitni Hain Tujhse Ai Zindagi; Sirf Yeh Bata Ki Tera Koi Aur Sitam Baaki To Nahi Hai

Ab Kahan Zarurat Hai Haathon Mein Patthar Uthaane Ki Wasi ; Todne Wale Toh Dil Zubaan Se Hi Tod Diya Karte Hain

Maut Se Keh Do Ki Hum Se Naraazgi Khatam Kar Le Ab; Woh Bhi Bahut Badal Gaye Hain Jinke Liye Jiya Karte The Hum

Yu Na Barbaad Kar Mujhe Baaz Aaja Mera Dil Dukhane Se; Main Toh Insan Hu Patthar Bhi Tut Jata Hein Itna Azmane Se

Main Shikayat Kya Karun Ab Yeh To Kismat Kee Baat Hai; Teri Soch Mein Bhi Main Nahi Mujhe Lafz-Lafz Tu Yaad Hai

Chaand Utra Hamare Aangan Main Sitaroo Ko Gawara Na Hua; Sitaroo Se Geela Kya Karte Jab Woh Chaand Hi Hamara Na Hua