Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai; Un Ka Har Aaib Bhi Zamany Ko Hunar Lagta Hai Translation: Shajar = Tree Aaib = Weakness

Qatra Mein Dajla Dikhaai Na De Aur Juzw Mein Kul; Khel Larkon Ka Hua Deeda-e-Beena Na Hua Translation: Deeda-e-Beena = Discerning Eye

Jin Ke Angan Mein Ameeri Ka Shajar Lagta Hai; Unn Ka Her Aaib Bhi Zamane Ko Hunar Lagta Hai Translation: Shajar = Tree Aaib = Weakness

Lamha Lamha Waqat Guzar Jayega; Ik Din Bad Naya Sal Aayega; Aaj Hi Ap Ko `HAPPY New Year` Wish Kar Doon; Warna Bazzi Koi Or Marr Jayega

Socha Kisi Apne Se Baat Karen; Apne Kisi Khas Ko Yaad Karen; Jo Faisala Kisi Ko Sms Karne Ka Kiya; Dil Ne Kaha Kyun Na Aapse Shuruwat Karen

Sab Fasane Hain Duniya Daari Ke; Kis Ne Kis Ka Sukoon Loota Hai; Sach To Yeh Hai Ki Iss Zamane Mein; Main Bhi Jhootha Hun Tu Bhi Jhootha Hai

Usse Mere Janaze Ki Khabar Mat Dena; Yeh Meri Mohabbat Ki Tohin Hogi; Ke Meri Mehbooba Paidal Chale; Aur Main Logon Ke Kandhon Pe Sawar Rahon

Diyon Ki Roshni Se Jhilmilata Aangan Ho; Patakhon Ki Goonjon Se Aasman Roshan Ho; Aisi Aae Jhum Ke Yeh Diwali; Har Taraf Kushiyon Ka Mausam Ho

Tujh Se Pehlay Jo Ik Shakhs Yahaan Takht Nasheen Tha; Usko Bhi Apney Khudaa Honey Ka Itna Hee Yaqeen Tha Takht Nasheen = Sitting on the throne

Diyon Ki Roshni Se Jhilmilata Aangan Ho; Patakhon Ki Goonjon Se Aasman Roshan Ho; Aisi Aaye Jhum Ke Yeh Diwali; Har Taraf Kushiyon Ka Mausam Ho

Jeete Jee Hum To Gham-e-Farda Kee Dhun Mein Mar Gaye; Kuch Wahi Achhhe Hain Jo Waqif Nahi Anjam Se Translation: Gham-e-Farda = Tomorrow s Sorrow

Rota Hoon To Ahbaab Bura Maante Hain; Hansta Hun To Mujrim Mujhe Maante Hain; Har Haal Mai Aetraaz Karne Waale; Nadaan Mere Halaat Kahan Jaante Hain

Wo Barse Na Barse Sawan Hi To Hai; Jane Kab Sukh Jaye Gulshan Hi To Hai; Mere Dil me Rehne Ki Aadat Na Dalo yaro; Jane Kab Ruk Jaye Dhadkan Hi To Hai

Shaam Suraj Ko Dhalna Sikhaati Hai; Shama Parwaane Ko Jalna Sikhaati Hai; Girne Waale Ko Takleef To Hoti Hai Magar; Thokar Hi Insaan Ko Chalna Sikhaati Hai

Wo Ajj Jo Bhaite Hain Hukmaran Ho Kar; Na Jane Kyon So Ja Jate Hain Bezaban Ho Kar; Koi Mar Jae Unko Koi Fikar Nahi; Jabain Apni Bhar Lee Hain Abro Kho Ka