Rau Mein Hai Rakhsh-e-Umr Kahan Dekhiye Thamey; Na Haath Baag Par Hai Na Pa Hai Rakab Mein Translation: The horseman of life speeds by where can it be stopped There are no hands on the reins no feet in the stirrups

Hai Ghalib Ghalib Jisko Samjhtey Hain Hum Shuhood; Hain Khwab Mein Hanooz Jo Jaage Hain Khwab Mein Translation: The deep decorum of the hidden is misread as revelation The clairvoyant lost in dreams dreams he is awake

Ghalib Nadeem-e-Dost Se Aati Hai Bu-e-Dost; Mashghul-e-Haq Hoon Bandagi-e-Bu Turaab Mein Translation: Ghalib the fragrance of the Lord emantes from the Lord s Companion Recognizing Ali has become a business of my truth

Kavkav-e-Sakht Jani Hai Tanhai Na Puchh; Subh Karna Sham Ka Lana Hai Ju-e-Shir Ka Translation: Kavkav = Continuous beating of hard stone with a sharp object Sakht Jani Hai = Ability to bear extreme agony Ju-e Shir Ka = Channel of milk

Qaid-e-Hayat-o-Band-e-Gham Asal Mein Dono Ek Hain; Maut Se Pehle Aadmi Gham Se Nijaat Paye Kyon Translation: The prison-house of life and the chains of grief in reality are the same Before perishing why should there be any release from suffering?

Rahiye Ab Aisi Jagha Chal Kar Jahan Koi Na Ho; Hum-Sukhan Koi Na Ho Aur Hum-Zubaan Koi Na Ho; Parriye Gar Beemar To Koi Na Ho Teemar daaar; Aur Agar Mar Jaayiye To Noha-Khuwaa n Koi Na Ho Translation: Teemar daaar = Caretaker Noha-Khuwaa n = Recite

Jaan Tum Par Nisaar Karta Hun; Main Nahi Jaanta Dua Kya Hai; Maine Maana Ki Kuch Nahi Ghalib; Muft Haath Aaye To Bura Kya Hai Translation: I sacrifice my life for you I never knew what prayer is I concede that Ghalib is nothing If it comes free what s the harm in it?

Haan Aye Falak-e-Pir Jawan Tha Abhi Arif; Kya Tera Bigadta Jo Na Marta Koi Din Aur; Tum Maah-e-Shab-e-Char-Duham The Mere Ghar Ke; Phir Kyon Na Raha Ghar Ka Woh Naqsha Koi Din Aur Translation: Yes you Ancient sky Arif was still young What would you lose if he had not died untill some other day You were the full moon of my home Why could not that design remain until some other day

Mit Jayega Sar Gar Tera Pathar Na Ghisega; Hoon Dar Pe Tere Naasiyah-Farsa Koi Din Aur; Aaye Ho Kal Aur Aaj Hi Kehte Ho Ke Jaaun; Maana Ki Khamosh Nahi Acha Koi Din Aur Translation: My forehead will bear the scar before your tombstone will I remain prostrate before your grave until some other day Arriving yesterday and speaking today of leaving Granted not forever but perhaps some other day

Yak Nazar Besh Nahi Fursat-e-Hasti Ghafil; Garmi-e-Bazm Hai Ek Raqs-e-Sharar Hone Tak; Gham-e-Hasti Ka Asad Kis Se Ho Juz Marg Ilaz; Shama Har Rang Mein Jalti Hai Sahar Hone Tak Translation: Leisure for life is no more than the flash of a glance o ignorant The warmth of festivity is one dance of the flame Asad what can cure the grief of existence except dying The candle is obliged to burn before extinguishing at dawn

Jab Woh Jamaal-e-Dilfaroz Surat-e-Mehr-e-Nim Roz; Aap Hi Ho Nazara Soz Parde Mein Munh Chhupaye Kyon; Dashna-e-Ghamza Jaan Sataan Naawak-e-Naaz Be Panah; Tera Hi Aks-e-Rukh Sahi Samne Tere Aaye Kyon Translation: The glorious beauty of that face so much like the midday sun The manifests such blinding light needs nothing like a veil Weaponry of seduction arrows of untold invitation Could injure the reflected as much as the admire