Sochta hoon bana hi daloon main, Ek firqaa udaas logon ka..

hum ko in say hai wafa ki umeed jo naheen jaantay wafa kia hai

dl-e-marhoon ko khuda bahshay aik hi gham gusaar tha , na rhaa

Tum to gham de k bhol jate ho, Muj ko ehsas ka pass rahta hai.

Insaan ka yeh haal ho gaya hai, Har chehraa sawaal ho gaya hai..

Tere gham ke siwaa zamane mein, Kon se gham ka ilaaj naheen…

Sehan e dil me ghamon k peer laga, Ye sabhi mosamon me phalte hain.

Khob takseem e aesh o gham ye rahi, Gham humen ko naseeb hote hain.

Jitna gham tha tamaam baaqi hai, Din to guzraa hai shaam baaqi hai..

Khud Se Mayoos Ho Ke Baitha Hun, Aaj Har Shaks Mar Gaya Hoga….

Gham edunia ki azmar aut bhi bharti, Tera gham bhi agar us me samote.

Tere gham se to sakoon milta hai, Apne sholo’n ne jalayaa hum ko..

Tumhare bad na takmeel ho saki apni, Tumhare bad adhore tamam khawab lage.

Zra si dair thehrane de ae gham e dunia, Bula raha koi baam se utar k muje.

Gham-e-zindagi ko Adam sath le ker, Kahan ja rahe ho, saweray saweray.. Adam