Shaid khoshi ka dard bhi aa jae ae nadeem, Gham bhi to mil gea hai tamana kie beghair.

Usey kaho ke hum us ke baghair jee lein ge, Yeh gham agarchey zyada hai aadmi ke liye..

Ishq kesa kay bharosa bhi nahi tha shayed, Us sey mera koi rishta bhi nahi tha shayed..

Gham bhi ik naimat hai, ik soghaat hai, Jo sakoon rone mein hai, muskurane mein nahin..

Gham ki tashrih bohat mushkil thi, Apni tasveer dikha di hum ne.. (tashrih;explanation)

Gham bhi muje qabool hai lakin baqadar e shoq, Dil ka naseeb dard sahi pe be pe to hai.

Chand tare toot kar daman me mere a gire, Mene pocha tha sitaron se tere gham ka mukam.

Badlaha ha magar bahes gham e ishiq ka to ne, Bus aa gham e doran tuje pehchan gae hum.

Kuch aur bhi hain kaam humain gham-e-jaana, Kab tak koi uljhii hui zulfon ko sanwaarey..

Apni tasveero sy hi ab ji ko behlata hy wo Esi tarah mai ny kabhi dekha na tha tanha osy

Fakia sheher ki baton se darguzar behter, Bashar hai aur gham e abb o sdana rakhata hai.

Fasale aise k ik umer me teh ho na sakain, Qurbatain aisi k khod muj me janam hai us ka.

Subhah ki dewar k sae me thak k so gae, Chand jin k sheher me shab bhar lie phirta raha.

Zaiqa kho de gi har ik she tumhare waste, Tajarbon se tum samandar ki tarah bhar jao ge.

Janta hon aik aise shakhs ko me bhi munir, Gham se pathar ho gea lakin kabhi raea nahin.