Usi Ne Aaj Bataya Ke Kaun Hoon Mein, Woh Jis Ko Aj Se Pehle Mein Janta Bhi Na Tha..

En sy mil kar bhi kaha milta hy dil ka iztarab Ashaq ki dewar ke dono taraf saya ny

Qafas me aj tamashae gham hai qabal e ded, Tarap raha hon me siyad ki khoshi k lie.

Chehkate bolte shehron ko kia hoa nasir, Ke din ko bhi mere ghar me wohi odasi hai.

Mujh Main Kya Hay Jo Mujhe Yaad Karey Ga Koi Achey Achon Ko Yahaan Loug BhOol Jatey

Haadsaat se ghamgeen kab ho raha hoon, Tujhe kya khabar hai mein kyon ro raha hoon..

Aaj phir chand ufaq per nahin ubhra mohsin, Aaj phir raat na guzre gi suhaani apni..

Qadam qadam pe kai zawiye badalta hai, Teri tarah tera gham bhi bahana jo hai bahot.

Khafaa rehne ka shoq bhi pura kar lo tum, Lagta hai tumhe hum zinda ache nahi lagte..

chal saath kay hasrat dil marhoom say niklay aaashq ka janaza hai zra dhoop sa niklay

Gham lagte rehte hain har aan khoshi k peche, Doshmani dhop ki hai saea diwar k sath.

Ajeeb taraz k shidat pasand the hum bhi, Khoshi khoshi me kai gham bhi pal rakhe the.

tujhay to waada-e-deedaar hum say karna thaa yeh kya kiya k jahaan ko umeed-waar kiyaa

Kuch aur bhi hain kaam humen ae gham e janan, Kab tak koi oljhi hoi zolfon ko sanware.

Sirf zinda rehne ko zindagi nahin kehte, Kuch gham e muhabbat ho kuch gham e jahan ho.