Aansoo Aa Jaate Hain, Aankhoon Mein.. Par Laboon Par Hasi, Laani Parrti Hai.. Yeh Mohabbat Bhi, Kya Cheez Hai.. Jis Se Karte Hain, Usi Se Chupaani Parrti Hai..

HAm Uski Khushi Ki Dua Mangty RahE aur Be Panah Mangty RahE Aj W0 Khush Hai Kisi or K sath Ab Samjh Aya Hum “KHUDA” Say ApnE Lye Hi Saza MangtE Rhe.

Unhone dekha aur aansu ghir pade, bhari barsaat me jaise phul bhikar pade, dukh vo nahi ki unhone hume alvida kaha, dukh tho ye hai ki uske baad vo khud ro pade?

QABAR KAY SANNATEY MAIN AWZ AYI KISI NE PHOOL RAKH KAR ANSO KI DO BOND BAHAI JAB TAK ZINDA THEY TAB TAK THOKAR KAHYI ABB SO RAHEY HAIN TO LOGON KO HAMARI YAAD AYI

Rooh ki zameenOon paR aik aJeeb aalUm hay Dard aUr Tamanna main Fasla nahi Milta?.!! SougawaR loGoon ki,BayqaRaar loGoon ki?!! Zindagi main kOi bhi ZaBta nahi milta??..!!

Koi Khushiyon ki… Chah mein roye, Koi Dukhon ki… Panah se roye, Ajeeb silsila hai… Ishq aur Mohabbat ka, Koi wafa k liye roye… Koi wafa kar k Roye,

Wo Aam Si Sham Thi, Jab Juda Hoey Thay Hum, Na Toot Kar Piyar Kiya, Or, Na Ro Saky Thay Hum, Tum Sey Gila kia, Na Zamany Se Kuch Kaha, Barbad Ho Gaey, Bohat Sadgii Se Hum..!

Wo aaj bhe sadyon ki masafat pe kharha hai Dhonda tha jisay waqt ki dewaar gira kar Iss shab ki muqaddar mein sahar hee nahe Mohsin Dekha hai kae baar chiraghon ku bujha ka

Ulajhta Choor gya Wo Mujhe Sawalon me… Wo ek Shakhs jo Apna tha Shehr walon me… Agarchy Mujh se Taluq nahi raha lekin… Wo Naam leta hy ab b Mera Hawalon me.

Ab to kuch apni tabiyet bhi juda lagti hai, Saans leta huin to zakhmon main hawa lagti hai. Kabhi raazi to kabhi mujse khafa lagti hai, Zindgi tu hi bata tu mei kya lagti hai.

Preet k rung mein tan man rung kar. . Apni sudh budh kho baithay gi Raikhao’n ko ro baithay gi Dekh saheli youn na karna Preet ki agni se tu darna. . ! Preet na karna. . !

Aaj key baad koi baat na honey dein gey hum Teri ankhon main barsat na honey dein gey hum Aaj key baad din hi tera mukader hoga Teri khushion ki kabhi raat na honey dein gey hum

Jane kya sOoch ke lehrein sahil se takrati hain, Aur phir se laut jati hain.. ! Samaj nahi ata ke wOh kinarO se bewafai karti hain, Ya phir laut ke samandar se wafa nibhati hain.

Sunte hain ki mil jaati hai her cheez dua se? Ik roz tumhe maang ke dekhenge khuda se?.. Duniya bhi mili hai gham-e-duniya bhi mila hai Vo kyon nahi milta jise maanga tha khuda se

Saari dunya k riwaajon se baghawat ki thi Yaad aata hai kabhe Ham ne muhabbat ki thi Os ko hanstay howay chorha tha magar ghar aa kar Etna royay thai k aankhon ne shikaayat ki thi