Sab ko pohanchaa ke un ki manzil par, Aap raste mein reh geya hoon main..

Fursat mile to daikh zara dil ka aina, Us me hai akas tere gunah sawab ka.

Chaand un k liye haseen hai boht. . ! Haan jinhain koi ghum nahi hota. . !

Sae me bethi hoi nasal ko malom nahin, Dhop ki nazar hoe paer lagane wale.

Diwar kia giri mere kache makan ki, Lagon ne mere sehan me raste bana lie.

Kehtay hain jeetay hain umeed pe log. Hum ko jeenay ki bhi umeed nahi. . !

Sabit To Ho Gaya Kay Main Bewafa Nahi Ye Aur Baat Kay Meri Dunya Ujjar Gai

Umar kitni manzilein teh kar chuki, Dil jahan thehra, thehra hi reh geya..

Tumhain mein apni misaal deta hoon, Dekho ishq zindah bhi chor deta hai ..

Mahobbat karnewale woh mareez hain, Jinhe marz maloom hai, lekin ilaj nahi.

Azeeyat jo dil ko deta hai musalsal, Meri ankhon se chehra woh hattaaa do..

Na mehdood jalwey na mehroom nazrien, Merey dil ko nahuq pareshaniya hain..

Sabhi ko apney gham hotey hein lekin.! Mujhey jo ghum hai wo mera nahi hai..

Umer kitni hi manzalein teh kar chuki Dil jahaan thehra tha , thehra reh gia

Ye sanha bhi kai baar muj pe guzra hai, K apne samne aea hon sar jhokae hoe.