Kitne chehron pe rahe aqas meri harat k, Mehrban muj pe hoe aina pekar kia kia.

Tota to kitne aina khanon pe zad pari, Aatka hoa gale me jo pathar sada ka tha.

Dekha jo be rukhi se to herat hue mujhe Dunya to bewafa thi magar tujhe kia hua

Sabot mang rahey hein meri tabahi ka.. Mujhey tabah kiya jin ki ranj adai ney.!

Koshish ke baad bhi jo poori na ho sakin, Tera naam bhi un khawishon mein hai..

Tootna dil ka koi aesi neyi baat nahin, Torne wale teri kher pareshan kyon hai..

Khodar rehnay waley himat ko to hai.. Aisi bhi aik karwat leta hai ye zamana..!!

Sham sey soch raha hon ‘Nasir’.!! Chand kis shehar mein utra ho ga..

Saiyaad qafas mein rehnay sey nateeja! Mein qaid rahun ga nazar azaad rahey gi..

marnay kay baad boosa janaaa-n hua naseeb mti ko jab kumhaar na saaaghir bna dia

yhe zid hai tujh ko tujhe se pana hai agar khuda se mangu tu abhi mil jaye mujhe

Me apne app me chopke se loot ata hon, Kisi bhi simat se jab hosala nahin milta.

Faraz tarak e taluq to khair kia ho ga, Yahi bahot hai k kam kam mila kar us se.

Tofan e hawadas se darata hai humen kia, Hum log to aksar tehe gisdab rahe hain.

Shaid tere beghair na ae ga phir kabhi, Iss be khodi k sath ye mosam e bahar ka.