Yah Dunyaa Ek Khawaabon Yah Dunyaa Ek Khawaabon Kii Zamiin Hai; Yahaan Sab Kuchh Hai Aur Kuchh Bhii Nahiin Hai; Tere Chhuune Se Pahle Vaahma Thaa; Mujhe Ab Apne Hone Ka Yaqiin Hai; Jo Socho To Sulag Uthi Hain Saansen; Teraa Ehsaas Kitnaa Aatishiin Hai; Mohaajir Ban Gye Hain Mere Aansuu; Na Aanchal Hai Na Koii Aastiin Hai; Jagah Duun Kaise Tujhko Apne Dil Men; Yahaan To Teraa Gam Masnad-Nashiin Hai; Mere Chehre Pe Koii Jhuk Rahaa Hai; Yah Lamhaa To Khudaa Jaisaa Hasiin Hai

Kya Kahun Tum Se Kya Kahun Tum Se Main Ki Kya Hai Ishq; Jaan Ka Rog Hai Bala Hai Ishq; Ishq Hi Ishq Hai Jahan Dekho; Sare Aalam Mein Bhar Raha Hai Ishq; Ishq Mashuq Ishq Aashiq Hai; Yani Apna Hi Mubtala Hai Ishq; Ishq Hai Tarz-o-Taur Ishq Ke Taeen; Kahin Banda Kahin Khuda Hai Ishq; Kaun Maqsad Ko Ishq Bin Pahuncha; Aarzoo Ishq Wa Mudda Hai Ishq; Koi Khwaahan Nahin Mohabbat Ka; Tu Kahe Jins-e-Narawa Hai Ishq; Meer Ji Zarad Hote Jaate Hain; Kya Kahin Tum Ne Bhi Kiya Hai Ishq

Jab Bhi Main Jab Bhi Main Tere Samne Hota Hoon; Na Jane Kyon Aisa Lagta Hain; Ye Waqt Yahi Tham Jaye; Zamana Na Jane Kyun Itna Tez Bheta Hain; Ab Bhi Aata Hain Tera Naam Mere Naam Ke Sath; Log Jal Jal Kar Khakh Hue Jate Hain; Udtha Hain Dil Se Jaise Dhuwan; Bus Woh Chunne Se Hi Rakh Hue Jate Hain Na Jane Kyon Ek Baat Mere Dil Main Kab Se Atki Hain; Sayad Wo Tum Hi Ho jo Aaj Tak Mujh Se Lapti Hai; Nahi Sone Deta Ye Khalipan Mujh ko; Kabhi Aansoon Kabhi Rona Kabhi Siski Hain

Meesamaane Asr Ki Ye Meesamaane Asar Ki Ye Bandagi Achhi Lagi; Khaliq-E-Kaunayn Ko Madh-E-Ali Achhi Lagi; Mout Se Ghabraate Hain Aksar Bashar Leikin Humein; Shauq-E-Deedar-E-Ali Mein Maut Bhi Achhi Lagi; Waqt-E-Aakhir Aaye Jab Bari Pa Meri Murtaza; Maut Ki Baahon Mein Mujhko Zindagi Achhi Lagi; Hum Ghulaamaan-E-Ali Hain Daulaton Se Be Niaz; Har Shahenshahi Se Humko Qambari Achhi Lagi; Uski Bakshish Ke Liye Kaafi Hai Maula Ko Agar; Razvi Ye Midhat Saraa Ki Shaairi Achhi Lagi

Ishq Ko Taqleed Se Aazad Kar; Dil Se Giraya Aankh Se Fariyaad Kar; Baaz Aa Ai Banda-e-Husn Majaz; Yun Na Apni Zindagi Barbaad Kar; Ai Khayalon Ke Makeen Nazron Se Door; Meri Veeran Khalvatein Abaad Kar; Naza Mein Hichki Nahi Aayi Mujhe; Bhulne Wale Khudaa-Raa Yaad Kar; Husn Ko Duniyaa Kee Aankhon Se Na Dekh; Apni Ik Tarz-e-Nazar Izaad Kar; Ishrat-e-Duniya Hai Ik Khwab-e-Bahar; Kabaa-e-Dil Dard Se Abaad Kar; Ab Kahan Ehsaan Duniya Mein Wafa; Tauba Kar Nadan Khuda Ko Yaad Ka

Sukhan Mein Rang Tumhare Sukhan Mein Rang Tumhare Khayal Hi Ke To Hain; Ye Sab Karishme Hawa-e-Visaal Hi Ke To Hain; Kaha Tha Tumne Ki Aata Hai Kaun Ishq Kee Taab So Hum Jawab Tumhare Sawal Hi Ke To Hain; Zara Si Baat Hai Dil Mein Agar Bayan Ho Jaye; Tamaam Masle Izahar-e-Haal Hi Ke To Hain; Yahan Bhi Iske Siwa Aur Kya Naseeb Humein; Khutan Mein Reh Ke Bhi Chashme-Gizaal Hi Ke To Hain; Hawaa Kee Zad Pe Hamara Safar Hai Kitni Der; Charaag Hum Kisi Sham -e-Zawal Hi Ke To Hain

Ishq Ko Taqleed Se Aazad Kar; Dil Se Giraya Aankh Se Fariyaad Kar; Baaz Aa Ai Banda-e-Husn Majaz; Yun Na Apni Zindagi Barbaad Kar; Ai Khayalon Ke Makeen Nazron Se Door; Meri Veeran Khalvatein Abaad Kar; Naza Mein Hichki Nahi Aayi Mujhe; Bhulne Wale Khudaa-Raa Yaad Kar; Husn Ko Duniyaa Kee Aankhon Se Na Dekh; Apni Ik Tarz-e-Nazar Izaad Kar; Ishrat-e-Duniya Hai Ik Khwab-e-Bahar; Kabaa-e-Dil Dard Se Abaad Kar; Ab Kahan Ehsaan Duniya Mein Wafa; Tauba Kar Nadan Khuda Ko Yaad Ka

Dil Mein Ab Yun Tere Bhule Hue Dil Mein Ab Yun Tere Bhule Hue Gham Aate Hain; Jaise Bichhade Hue Kabe Mein Sanam Aate Hain; Ik Ik Kar Ke Hue Jaate Hain Tare Roshan; Meri Manzil Kee Taraf Tere Kadam Aate Hain; Raqs-e-May Tez Karo Saaz Kee Lai Tez Karo; Su-e-Maikhana Safiraan-e-Haram Aate Hain; Kuch Humin Ko Nahi Ehsan Uthane Ka Dimag; Woh To Jab Aate Hain Mail-ba-Karam Aate Hain; Aur Kuch Der Na Guzare Shab-e-Furqat Se Kaho; Dil Bhi Kam Dukhata Hai Woh Yaad Bhi Kam Aate Hain

Ik Sehmi Sehmi Si Ik Sehmi Sehmi Si Aahat Hai Ik Mehka Mehka Saya Hai; Ehsaas Ki Is Tanhai Mein Yeh Raat Gyi Kon Aya Hai; Aye Shaam Alam Kuch Tu Hi Bata Yeh Dhang Tujhe Kyon Bhaya Hai; Woh Meri Khoj Mein Nikla Tha Aur Tujh Ko Dhoond Ke Aya Hai; Main Phool Samajh Ke Chun Loon Ga Is Bheege Se Angaaron Ko; Ankhon Ki Ibaadat Ka Main Ne Bss Ek Yahi Phal Paya Hai; Kuch Roz Se Barpa Chaar Taraf Hain Shadi-o-Gham Ke Hangamey; Sunte Hain Chaman Ko Maali Ne Phoolon Ka Kafan Pehnaya Hai

Lab Pe Pabandi To Hai Ehsas Par Pehra To Hai; Phir Bhi Ahl-e-Dil Ko Ahval-e-Bashar Kehna To Hai; Khoon-e-Adaa Se Na Ho Khoon-e-Shahidaan Se Hi Ho; Kuch Na Kuch Is Daur Mein Rang-e-Chaman Nikhra To Hai; Apni Ghairat Bech Daalen Apna Maslak Chhod Den; Rehnumaon Mein Bhi Kuch Logon Ka Ye Mansha To Hai; Bhuj Rahe Hain Ek Ek Kar Ke Aqidon Ke Diye; Is Andhere Ka Bhi Lekin Saamna Karna To Hai; Juth Kyon Bole Farogh-E-Maslahat Ke Naam Par; Zindagi Pyari Sahi Lekin Humein Marna To Hai

Kya Kahun Tum Se Kya Kahun Tum Se Main Ke Kya Hai Ishq; Jaan Ka Rog Hai Bala Hai Ishq; Ishq Hi Ishq Hai Jahaan Dekho; Saare Aalam Mein Bhar Raha Hai Ishq; Ishq Maashuq Ishq Aashiq Hai; Yaani Apna Hi Mubtala Hai Ishq; Ishq Hai Tarz-o-Taur Ishq Ke Taeen; Kahin Banda Kahin Khuda Hai Ishq; Kaun Maqsad Ko Ishq Bin Pohuncha; Aarzoo Ishq Wa Mudda Hai Ishq; Koi Khwaahan Nahin Mahabbat Ka; Tu Kahe Jins-e-Narawa Hai Ishq; Mir Ji Zarad Hote Jaate Hain; Kya Kahin Tum Ne Bhi Kiya Hai Ishq

Lab Pe Pabandi To Hai Ehsas Par Pehra To Hai; Phir Bhi Ahl-e-Dil Ko Ahval-e-Bashar Kehna To Hai; Khoon-e-Adaa Se Na Ho Khoon-e-Shahidaan Se Hi Ho; Kuch Na Kuch Is Daur Mein Rang-e-Chaman Nikhra To Hai; Apni Ghairat Bech Daalen Apna Maslak Chhod Den; Rehnumaon Mein Bhi Kuch Logon Ka Ye Mansha To Hai; Bhuj Rahe Hain Ek Ek Kar Ke Aqidon Ke Diye; Is Andhere Ka Bhi Lekin Saamna Karna To Hai; Juth Kyon Bole Farogh-E-Maslahat Ke Naam Par; Zindagi Pyari Sahi Lekin Humein Marna To Hai

Ishq Ko Taqleed Se Azaad Kar; Dil Se Giraya Aankh Se Fariyad Kar; Baaz Aa Ai Banda-e-Husn Mizaz; Yun Na Apni Zindagi Barbaad Kar; Ai Khayalon Ke Makeen Nazron Se Door; Meri Veeraan Khalvatein Aabaad Kar; Nazaz Mein Hichki Nahi Aayi Mujhe; Bhoolne Wale Khuda-Raa Yaad Kar; Husn Ko Duniya Kee Aankhon Se Na Dekh; Apni Ek Tarz-e-Nazar Izaad Kar; Ishrat-e-Duniya Hai Ek Khwab-e-Bahar; Kabaa-e-Dil Dard Se Aabaad Kar; Ab Kahan Ehsaan Duniya Mein Wafa; Tauba Kar Nadaan Khuda Ko Yaad Ka

Phool Jaise Makhmali Talawo Mein Phool Jaise Makhmali Talawo Mein Chhale Kar Diye; Gore Suraj Ne Hazaro Jism Kaale Kar Diye; Pyaas Kaise Bujhegi Humne Khud Hi Bhool Se; Maikade Kamzarf Logo Ke Hawale Kar Diye; Dekh Kar Tujh Ko Koi Manzar Na Dekha Umar Bhar; Ek Ujaale Ne Meri Aankhon Mein Jaale Kar Diye; Roshni Ke Devta Ko Pujta Tha Kal Talak; Aaj Ghar Kee Khidkiyon Ke Kaanch Kaale Kar Diye; Zindgi Ka Koi Bhi Tohfa Nahi Hai Mere Paas; Khoon Ke Aansu To Ghazlo Ke Hawale Kar Diye