Zabt se ehed bhaandh rakha tha, Aur phir bhi bikhar gaye aansuu..

Sun key mujh sey fasan-e-gham-e-dil! Aap bhi gham zada na ho jana..

Yoon hi ankhon mein aaa gaye ansu, Jayiye aap, koi baat naheen.. Dagh

Raat meri aankh main aik sailaab tha, Tera chehra dakhina sa bhi tabiyat bhar gai.

Jo zara kisi ne chera chalak jaynge aansu, Mujhse koi na pucho mera dil udas kyun hai.

Ek Raat Vo Mile Khwab Me Hamne Pucha Kyo Thukraya Aapne? Jab Dekha Unki Aankho Me Bhi Aansu The Phir Kaise Puchte Kyo Rulaya Aapne

kadam thak gaye hai dur nikalna chhod diya hai,, par aisa nahi hai ke maine chalna chhod diya hai.. aaj bhi akele hai duniya ki bheed mai,, par aisa nahi ki maine zamana chhod diya hai..

Khud ko chup karak main aj boht roya purani yadoon ko gunguna k main aj boht roya tanhai k gumse nidhal ho ker teri tasveer galy laga k aj boht roya apnon ne jo kia wo sb bhula dia ghayron ko aazma k main aj khoob roya main kahan is qabil k wo mulaqaat karen khwahishon ko dabo dabo ke main khoob roya

Mujhe rishtey ki ddori se na jorro, Mujhe tootay huye arsaa hua hai..

Ghar ki taameer chahey jesi ho, Uss main roney ki kuch jaghaa rakhna..

Zara dair ashana chasham e karam hai, Satam hi ashak me peham na hon ge.

Wo har baar zid mein ronay lagta hai, Main har baar us se haar jata hon.

Bohat andar tak tabaahi machaata hai, Woh aansuu jo behne se ddar jaye..

Guzar hi jaye gi tere bagair bhi lekin buhat udas buhat be qarar guzry gi

Aaj aansuu tum ne poncchhe bhi to kya, Yeh to apna umr bhar ka kaam hai..