Jin lagon ki yaad se ankhen bhar aen, Un logon ko yaad na karna aacha hai.

Paaney se khoney ka mazaa aur hai, Band aankhon se roney ka mazaa aur hai..

Bedard Zamane Ka Bahana Sa Bana Kar Hum Toot Ke Rote Hain Teri Yaad Me Aksa

Tilasam khana umeed se rihai par, Main roo para tha magar log muskarate the.

Aansuo?n Se Bhar Gaya Daaman Mera Haath Tou Maine Uthaye Thay Dua Kis Ki Thi

Palko ke sitarey bhi urda ly gay anwar wo dard ke andhi ke sar-sham chali thi

Hawa se lapati hoi siskion se lagta hai, Meri kahani kisi aur ne bhi dhohrai.

Sirf chehre ki udasi par ae ansuu, Dil ka alam to abi app ne daikha hi nahin.

Dobna hi tha jo kashti ka muqadar ya raab, Ankh k samne ae kash na sael hota.

De ga agar dard to khud bhi doobay ga, Woh ek shakss jo ankhon me rehta hai..

AY karbo bala kush ho ny nasal ny ab ke khud apny laho sy teri tarekh likhi hy

Zabt ki jab deewar girey aur ankhon se, Beh nikley sailaab to saathi aa jana..

Sawab ka muje lalach to hai bahot lakin, Me naik kaam karon ga bure tareke se.

Kitnaa Royaa Tha Main Teri Khaatir, Ab Jo Sochu’n To, Hansi Aati Hai..!!

Mudad k bad azan e tabam mila humen, Wo bhi kuch aisa talakh k ansu nikal pare,