Guzra hai muhabbat me kuch aisa bhi zamana, Rotha hon agar me to manaea hai kisi ne.

Chalta hon parte hain qadam mere hawa par, Darta hon hawa chalne se inkar na kar de.

Jiss khof se milne nahin tha wo muj se, Uss daar se meri moot pe roea bhi nahin tha.

Phoot niklay to kai shehar tamnna  dobay ek katrey ko tarsi banjar ankhen  

Itna phattahr ka maka-n es ka ke yon lagta tha hum beya ban ke darwazy sy lag kar roy

Ragon me dorte phirne k hum nahin qael, Jab ankh hi se na tapka to phir laho kia hai.

Rat k sath hoa khatam sitaron ka safar, Apne ashakon ki bhi abb shamah bhojha di jae.

Jin ko honton pe tarb khez hansi hoti hai, Wo bhi rote han kitabon me chopa k chehre.

Tota nahin ashakon se abhi zabat ka pushta, Pani abhi khatre ke nishan tak nahin aea.

Hum Ne Daikhay Thay Khawb Sholoon K.. Neend Aankhoo’n Mein Jal Gayi Ho Gi ..!!!

Aik lamhe me mere man ko bhigo deti hai, Uski har baat hi saawan ki tarah lagti hai..

Kehkashan, chand, sitara na dia rakha hai, Ek anso hai jo palkon pey saja rakha hai..

Saif yeh din to qayamat ki tarah guzra hai, Jane kya baat thi, har baat pe rona aaya..

Ajj os ny dard bhi apny aleeda kar lieye ajj may roya tu mery sat  wo roya na tha

Likhna to tha ke hum khush hai uske bina Magar aansu nikal pade kalam uthhane se pehle