Namaz achi, zakat achi, roza acha, hajj acha,Magar bawajood iss k mein Musalman ho naheen sakta,Na kat maroon jab tak mein shahe Madina kee hurmat pe,Khuda shahid hai kamil mera eemaan ho nahee sakta

Bheja nahi tha SHAIR ko jung ke khayal se,Lag jaati warna aag neher mein jalaal se,Kat kat ke gire zulm ke parcham zamin par,Tera alam jawan hain 1400 saal se.

Rajab Ki Fazilat:HAZRAT MUHAMAD(S.A.W)Said;Baishak Rajab Azmat Wala Mahina Ha Is MaNakiyo Ka Sawab Dogna Hota Ha Jo ShaksRajab Ka 1din Ka Roza Rakhy Ga Goya Us Ny PorySaal Bhar K Rozy Rakhy" Rajab Ka Mahina Mubarak "

Hazrat Ghous-e-Azam(RA) says: Us ko Dekho joTumhe Dekhta hai, Us se Mohabbat karo jo Tumse Mohabbat karta hai, Us ki suno jo Tumharisunta hai aur Apna Haath Us ko do jo Thamne kliye Tayyar hai.B-)

Hazrat Ali [R.A] Ka Farman Hy K"Saza Dene Main Der Karo Yahan Tak KTumhara Ghussa Thanda Ho Jaye..."

Hai Zaat E WahiD ibAadAt k lAAyeqZubAAn AuR dIl Ki shAhAdaT k lAAyeQ

ALI ka ishq muqaddar sanwar deta haiALI ka bughz chehra bigaar deta haiALI ki zaat ko adnaa mat kaho nadaanoYe ek yngli se khyber ukhaar deta hai.

Ye Aitbaar Meri Zindagi Ka Haasil HaiIbaadaton Ke Safar Ki Hussain Manzil HaiNamaz Main Bhi Tasavvur Hussain Ka RakhoYa Ye Kaho Ke Nabhi Ki Namaz Baatil Hai

kaun kehta hai k aulia mar gaye,qaid sey chhootey wo asli ghar gaye

NABI KARIM S.A.W ne farmaya: "libas ki sadgi imaan ki alamato me se ek alamat hy" ABU DAUDAllah us shaks ko abad rkhta hy jo Hadis sun k dusre ko puhnchae.

Surah-Al-Imran ...

Waqt pe Adaa ki hui Namaz Allahko tamam Amaal me ziada Mahboob hai.(Bukhari:527)

Kisi ne AAP (S.A.W) se Pucha JANNAT KITNI DUR HAI?AAP(S.A.W) NE Farmaya JANNAT 2 QADAM PR HAI PEHLA QADAM APNEE NAFS PR RAKHDO DUSRA QADAM JANNAT ME HOGA..

Hazrat UMAR (R.A) Nay Farmaya :" Mohtaji Or Ghurbat 6 cheezon ki Waja se Aati ha ...Jaldi Jaldi Namaz Parhne seKhare Ho kar Rafa Hajat karne SeKhare Ho kar Pani Peene SeMooh Se Chiragh Bujhanay SeDannt Se Nakhoon Katne SeDamaan ya Asteen Se Mooh Saaf Karne Se "

Ummat-E-Muhammadi (S.A.W) Ki Fazeelat.1: Inko Zaeef Or Kamzoor Banaya Gaya Ta K Ghuror Na Karen.2: Qad-O-Qaamat Mein Chotta Banaya Ta K Khaney Peenay Or Libaas Ka Boojh Ziyada Na Ho3: Inki Umren (Age) Chotti Kar Di Ta K Gunah Kam Rahen.4: Inhe Fuqra Banaya Ta K Akhrat Mein Hisaab Halka Rahe Or5: Inhen Sub Se Aakhri Ummat Banaya Ta K Qabar Me Rehnay Ki Muddat Kam Ho.WE MAY BE THANKFUL 2 ALLAH 4 MAKING US AN UMMATI OF PROPHET MUHAMMAD (S.A.W).