"Jhootay ki sub se bari saza Yeh hai,K l�g uskay Sach ka bhi Aitebaar nahi kartay...."(HAZRAT ALI karamullah wajhoo)

Hadis-e-Nabvi (S.A.W) HaiJo shakhs apne kaam se is liye palat aaye ke raaste me bad-shaguni ho gayi hai, to usne shirk kiya hai.

"Jab Tumharay Dil Mein Kisi K Liye Nafrat Paida Hone Lagay,Tou Foran Us Ki Achaiyoun Ko Yaad Karnay Lago" . . . /Hazrat Ali (RZ)

WHAT IS LIFE ??Zindgi AZAAN say NAMAAZ tak ka waqfa hai..Paidaish k waqt AZAAN di jati hai or Mout k waqt NAMAZ parhi jati hai..

RahmatonKi HaiYeh RaatNamazonKa Rakhye Ga SathManwa LijiyeRAB SeHar BaatDuaon Mai Rakhyega Ga YaadMUBARAK HoApko "SHAB-E-Mairaaj

**HADIS-E-PAAK**"Beshak Achey Ikhlaak Gunnahoon ko Iss Tarah Pighla Daite Hain,Jaise...Suraj Jamey Hoe Paani Ko Pighla Daita Hai"

●●The Most HumbleStatement" I am NOTHING WithoutALLAH "AndMost PowerfulStatement Is" With ALLAH, I Can DoEVERYTHING "

SaCH BATANA ROZY ME LARKI DEKH k KYA KRTE HO?A) moo nechyB) thora aasraC) full aasraD) ya phr roza apni jaga. Dunya dari apni jaga

Salam Bhai jan kese ho ?Aj na msg na mis cal han ...Acha acha ramzan agaya hai ap tou qaid hogae ho !!sory eid me bt krte hain ok.

Hadees:"Tum log hassad se bacho kun ke hassad naikyoon ko is tarah khajata haijaise aag lakriyun ko.,.(Abu Daood, Faizane Ramazan)

5 Cheezain Jin Ko Sirf DaikhneSe Bhi Nekiyan Milti Hain.1- Khana-E-Kaba.2- Quraan Pak.3- Waldain.4- Aalim-E-Deen.5- Aab-E-Zam Zam.

"Insaan Ki Izaat Or Us Sey Muhabbat Karo, Kyun K Har Insaan K Ander Khuda Ki Koi Na Koi Sift Mojood Hoti Hai"~~"HAZRAT ALI(R.A)"~~

Thori C Thakawat Pe Namaz Na ChorAy INSAAN..Un Se Kuch Seekh Jinho Ne Jism MeKhanjar Hote Huay B Akhri SAJDA Na ChoraJUMMA MUBARAK

Karbala De Rahi Hai Musalsal SadaMuntazir jane Kab Se Hai Ahle WilaJald ho Ab Zahoor e Imam e ZamamAy Khuda Hai Yehi Aarzoo e Wafa

Insan Ki Tamam Pareshanian2 Wajohat Ki Waja Se Hain.1. Taqdeer Se Zyada Chahta Hai.2. Aur Waqt Se Pehlay Chahta Hai.(Imam Ghazali)