Huzur (SAW) K Irshaadat Ki Roshni Main JHOOT Ki 6 Iqsaam.1. Hansane K Liye Jhoot.2. Namood-O-Numaish3. Mubalgha (Bat Brha Charha K Byan Krna)4. Beghair Tahqeeq K Bat Ko Byan Krna.5. Ilzaam Trashi6. Jhooti Gwahi.Is K Ilawa Kam Tolna,Ghurur Krna,Munafqat Se Kam Lena B Jhoot Ki Mukhtalif Qismain Hain.

authority of Abu Hurairah, who said : I heared the messenger of Allah say :"What I have forbidden to you, avoid; what I have ordered you [to do], do as much of it as you can. It was only their excessive questioning and their disagreeing with their prophets that destroyed those who were before you."

you should try to make sure you recite sura AL-MULK (chapter 67) before sleeping, because the prophet PBUH promised that one who reads this sura before sleeping is saved from the punishment of the grave. May Allah forgive us all and bless us with a happy life in this dunya and the hereafter. Ameen.

Aaqa (AS) Ne Frmaya: Jab 2 Muslman Apni Talwaron K Sath Milain (Apus Mein Larain)To Qatil Aur Maqtul Donon Jahanum Mein Hain.Rawi Ne Arz Kia: Ya Rasool-Llah! Qatil K Mutalaq To Darust Ha Lakin Maqtul Q?Frmaya: Q K Wo B Apnay Hareef Ko Qatal Kernay Ka Tamunai Tha.(Al Minhaj-Us-Sawi Bahawala Bukhari)

HADEES:HAZOOR ne farmaya NAMAZ QAZA kar k pharne vala 1 HAQB JAHANUM mein jale ga.1HAQB=80 Years1Year=365 din.QAYAMAT ka 1 din:50000 YearsYANI ik QAZA namaz= 2CRORE 88LAKH sal JAHANUM mein jalna pare ga. Jitna ho sake ye Sms forward karo.Agar 1 admi b nmaazi ho geya to Qyamat tak Swaab Milta rahe ga

IK NAMAZ QAZA KARNE WALA (BESHAK WO QAZA PARH B LE) IK HAQB JAHANUM ME JALE GA.EK HAQB MAIN 80 SAL HOTE HAI.AUR IK SAL MAIN 365 DIN.AUR QAYAMAT KA ik DIN 50 HAZAR SAL KA HOGA.YANI IK QAZA=2CRORE 88LAKH YRS IN JAHANUM! Do frwd this msg. Agar ik bhi namazi ho gaya qyamat tak ap ko sawab milta rahe ga!

ImAm E kAbA sAmEt SaUdi ArAbiA k 70 UlmA nE QuRaNi AyAt Ki RING OR CALLER TONE kO HARAM qArAr dAy DiA hA.Un k mUtAbiQ AyAt k| TiLawAt (RiNg tOnE )AchAnAk rOknE sE iS K MEANING chAngE hO jAty hAn.So pLz dOnT uSe QURANI AYAT aS a RING oR CALLER TONE.PlEaSe fOrwArD tHiS sMs tO uR fRiEnDs n All mUsl|mS.

Nabi Sallallah Alehy Wasallam Ne Frmaya: Bhla Mujay Btao Agr Tumhary Darwazy K Bahir Neher Ho or Tum Us My Har Roz 5 Bar Nahao, Kya (Phir Bhi Jism Pe) Mail Baqi Rahy ga?Shaba R,A Ne Kha:NAHIAP S,A,W Ne Frmaya:Yehi Misal 5Nmazo Ki HyALLAH In K Sabab GUNAHO Ko Muaf Kr Deta Hy.(BUKHARI.528)(MUSLIM.667)

Mohammad [S.A.W] Ki Khususiyaat ...Aap [S.A.W] Ka Saaya Zameen Pe Nahi Parta ThaAap [S.A.W] Pe Kabhi Makhi Nahi BethiAap [S.A.W] Ko Kabhi Jamai (Yawn) Nahi AaiAap [S.A.W] Jese Aage Dekhte Wesa Hii Peeche Dekhte ThayAap [S.A.W]Jis Janwar Pe Sawar Huey Wo Kabhi nahi Bhaga4wrd To Ummat-e-Rasoll [S.A.W]

Apki Mohabat apki WAFA Hi Kafi HaiTamam Umar Ye AASRA Hi Kafi HeAftari per bulao hamain Mgr Takleef Na KrnaMere Liye Bs SIRFKHAJORJUICESAMOSAYPAKORAYANGORAPPLEAMROODBANANAPIZADRUM STICKSHAMICHICKEN ROLLKABABSAJICHARGHABiRYANiZARDAQORMAMUTTONTiKKACUSTARDKHEIRRAITASALAD&COCA COLAHe Kafi Hai.... =P ;-

Jaber bin Abdullah Al-Ansari narrated that :A man asked the messenger of Allah :"Do you think that if I perform the obligatory prayers, fast in Ramadan, treat as lawful that which is lawful and treat as forbidden that which is forbidden, and do nothing further, I shall enter Paradise ?"He said: "Yes."

Mein aon madinay meri oukat nahein hai, agar aap bula len to bari baat nahein hai,Agar khushi chaiye to madinay chalo zindagi chaiye to madinay chalo,kyun k sari masti madinay ki galiun men hai, kaif sare ka sara madinay men hai.kis tara dur rah kar jeye ham yahan jab k sab kuch hamara madinay men hai.

Nabi kareem (SAW) nay farmaya"Alah talah kay behtaren banday woh hain jn ko dkh kr Alah talah yad ayain aur badtaren banday chugliyan khanay walay ,doston main judaye dalnay walay aur Alah talah kay pak daman bandon ko kisi gunah ya kisi pareshani main mubtla krnay ke koshish main lgay rehnay walay han"

BABA BULLAY SHAH SAID :*us se dosti na karoo jisay khud per gharoor ho.*Maa,Baap ko bura mat mano chahay lakh in ka kasoor ho.*Buray raste per mat chaloo chahay kitni bhi manzil dur ho.*Raah chalte ko dil mat doo chahay lakh moun per noor ho.*Pyaar ki baat wahan karoo,Jahan pyaar nibhanay ka dastoor ho.

HAZRAT ABU BAKAR farmate hai:5 andhere hai or in k 5 charagh hain..Duniya ki mohabat ANDEHRA hai,TAQWA us ka CHARAG hai,Gunah ANDEHRA hai,TOUBA us ka CHARAG hai,kabar ANDEHRA hai,LAILAHA ILALLAH us ka CHARAG hai,PULSARAT ANDHERA hai,YAKEEN us ka CHARAG hai,AKHRAT ANDHERA hai,NEiK AMAL us ka CHARAG hai..