Ga saku nagma,wo saaz kaha se lau, Suna saku kuch aapko wo andaz kaha se lau, Yu to chand ki tarif karna aasan hai, Kar saku aapki tarif wo alfaj kaha se lau
Ga saku nagma,wo saaz kaha se lau, Suna saku kuch aapko wo andaz kaha se lau, Yu to chand ki tarif karna aasan hai, Kar saku aapki tarif wo alfaj kaha se lau
Har darkhan k sath diltera naam leta hai,Tera khayal meri tooti sansoon ko tham leta ha,Jab bhi tanhaeyanSatati hai,Tera tassawor mera haath thaam leta hai.
Kisi Sa Sikwa Hum Kia KarainHum Jin Sa Sikwa Karna Ka Hauq Rakta Tha AyyazUnho Na Hum Sa Sikwa Karna K Hauq Bi Chin LiyaAb Hum Kisi Sa Bhala Kia Sikwa Karain
Na Shab-O-Roz Achay Hain Na Hal Accha Hai,Kisi Jogi Ne Kaha Tha Ke Ye Saal Accha Hai,Me Ne Pocha Ye Intazar Or Kab Tak,Wo Muskura Ke Bola Ke Sawal Accha Hai.
Tumhe apni yaadon se mitaya na ja saka,ujari hui zindagi ko basaya na ja saka.yun to hoti hai roz mulakat zindagi,Per meri jaan ko Mujhse churaya na ja saka.
Taro sms jab aave hai, to ang-ang machal jave hai, ang-ang main gud-gudi hove hai, Oh! Taro sms ka kasoor nahi, Kambakt mobile hi vibration par hove hai!!!!!
Dete ho kyu yeh dard bas humhi ko?Kya samjoge tum in aankhon ki nami ko,yuh toh honge lakho diwane is Chand ke,Chand kya mehsus karega Ek Taare ki kami ko. .
Din Akele Raat Tanha Kat Di Mein NeDoston Mein Sari Khushiyan Bant Di MeinJeevan Ki Bhag Dor Mein Mujhe Mila Hee KiaPane Ki Umeed Mein Zindagi Kat Di Mein Ne
Jin Ki Dehleez Se wabasta Ho zindagi !!Kaise Mumkin Hai Un Se juda Hona !!Wo Lakh Murawat Se kaam Lain Phir Bhi !!Ye Dil Nahi Manta Un Se Khafa Hona !Tum Bin
aizharay piyar kernay lagi hain ankhay tarimujhay bay-qarar kernay lagi hain ankhay taritum kuch kahho na kahoo lakinsub kuch kahhaynay lagi hain ankhay tari
mariiz-e-muhabbat unhiin kaa fasaanaasunaataa rahaa dam nikalate nikalatemagar zikr-e-shaam-e-alam jab bhii aayaachiraaG-e-sahar bujh gayaa jalate jalateSaiN
Fasle mita kar dilon me pyar rakhna.Dosti ka rishta u hi barkrar rakhna.Mana ki bahut pyare-pyare dost hai apkepar un sab k bad is nacheez ko bhi yad rakhna.
Haseeno ne haseen banke gunah kya,auro ko to theek humko bhi tabaah kya,pesh kiya jab ghazloN mein unki bewafai ko,auro ne to theek unhone bhi waah waah kiya
Kitny hamdard mily,dost mily, yar milaySb ubharty hoay soraj k paristar milayZindagi tu hamain bazaar men kiun lay aieHm to YOSUF b nhi k koi kharedar milay.
Nadiyon Se Kinare Chhut Jaate Hai,Aasman Se Tare Toot Jaate Hai,Zindagi Ki Raah Me Aksar Aisa Hota HaiJinhe Hum Dilse Chahte Hai Wahi Humse Rooth Jaate Hai..