A dil kisi ki yaad me rona fazool hai yeh ansoo bade anmol hai ,enka khona fazool hai, royo unje liye jo tum pe nisar hain, unke liye kya rona, jin ke aashiq hazaar hain.

Jab ye mehsos hota hai k koi haijo meri rooh ki khamoshiyon ko apne alfaz deta haimere aansuon ko naam deta haijab bhi main muskuraoon to wo apni jaan deta hai---Sanam---

Ishq karnay kay bhi kuch aadab hotay hainKhule ankhoun main bhi kuch khuab hotay hainHar koi roo kay dekhai yeh zarori to nahiKhushk ankhoun main bhi selaab hotay hain...

Laakhon sitam tu karle na hum ko shikayat ho,Bas teri dadkano mein sirf meri mohabbat ho,Chahe rahe tu door chahe kareeb aaja,Lekin tujhe chune ki sirf mujko ijaazat ho..

Ab umar ho gayi hai dil ki kitaab mein, kuch khusk paton ke siva kuch nahin raha,Jazbaat tamaam kho gaye lamhon ki dhool mein, ab dil mein dharkanon ke siva kuch nahi raha

Duniya mein kisi se kabhi pyar mat karna,Apne anmol aansoo iss tarah bekar mat karna,Kaante to phir bhi daman tham lete hain ,Phulon pe iss tarah kabhi aitebar mat karna..

Nnikal aate hai aansoo rone se pehle�Toot jate hain sare khuwab sone se pehle�Kehte hai k pyar ek saza hai,Kash koi rokta mujhe pyar hone se pehlay

Wo lamhe hame yaad na rahe to kya hoga,Tere siya kuch bhi aabad na rahe to kya hoga,Aise hai ye dil ki majburiya kaise batoo,In saanso me ab tera naam na rahe to kya hoga.

anmol thay,yousuf ki tarah ghar say chaley thayhum shehar k bazar mein bedaam bikey heinjis daur ki taqdees ka purchar hai TABISHus daur mein har gaam pe gulfam bikey hein

Ghalib sun! yeh duniya hai. duniya!,Ghalib sun! yeh duniya hai. duniya!,duniya meiN ghum chhupanA padta hai,dil main chahe lakh ghum ho,mehfil meiN muskarAna hi padta hai.

Ye bi aadab hamare hentumhe kya maaalom,,Ham tumhe jeet kr haare hen tum kya maalom,,Ek tum ho k samjhthte hi nahi humen apna,,Ek hum k sirf tumhare hen tumhe kya maalom,,

Teri Muskuraht meri pehchaan hai,Teri Muskuraht meri pehchaan hai, Teri Khushi meri jaan hai, Kuch bhi nahi meri zindgi bas itna samajh le ki Tera dost hona meri shaan hai

jo kuch bhi mila hai usi mein khush humein tere liye khuda se taqrar nahi karta,par kuch to baat hai teri fitrat meinzalim warna tujhe chahne ki khata baar baar nahi karta

Toot Ker Chaha Jise WO Lot Ker Aaya NahiMere Dil Ko Uss Ke Siwa Aur Koi Bhaya NahiPyar Ki Soda-Gari Mein Hum BAraber Hee RaheUsne Kuch Khoya Nahi Aur Hum Ne Kuch Paya Nahi

Yeh Sheeshe Yeh Sapne Yeh DhageYeh Sheeshe Yeh Sapne Yeh DhageKise Kiya Khabar Hai Kahan Toot JayeinMahabbat Ke Darya Mein Tinke Wafa KeNa Jane Kis Mor Per Yeh Doob Jayein