**Imam Hussain(A.S) kWjood ki barkat..**jb fakhar kay sabab Futrass farishtay k par jala diay ghae, tu wo urnay say lachar ho gia.wo futrass jisay apni parwaz par bara hi naz tha .jab Hussain(A.S) ki wiladat huie tu, Allah k hukam seFarishtay, jibraeil ki rehbri mein Zamin pr nabi e pak ko Hussain(A.S) ki mubbarak baad denay ko arahay thay k us zakhmi Frishtay ki jibaeil pr nazr pari, tu kahnay laga:Ae jibraeil zamin par qyamat agai hai kya?Jibraiel nay kaha:Aj Mohammad(SAW) k nawasay ki wiladat huie hai. aur Zamin-o-Aasman mn Hoor o Malaaik khushi mana rhe hai.Us ne kaha tu phr mujay bhi wahan le chalo?Mukhtsar ye k:Futrass ne khud ko jaisay hi Hussain(A.S) say mass kiya tu ussay SHEFA mil gai...ye hai Hussain(A.S) k wajood ki barkat. jis se puri kaainaat Faiz le rahi hai.....**********SALWAAT************

Your Comment Comment Head Icon

Login