Log kehty hein k dua mein boht taqat hoti hai, dua kabhi radd naheen kee jaati, mein b manta hoon dua ko laikin mera manana hai k dua k saath amal b ho to Allah Tabarak Wa Taaala k darbar mein ziada fazeelat wali hoti hai, Issi liye App(S.A.W) nei b dua farmayee to Badr k maidan mein ja kar, jiss ka matlab yeh hua k Ya Allah hum nein hamara kaam kar diya ab Tu iss mein barkat nazil Farma(Ameen)

Your Comment Comment Head Icon

Login