Silent Msg Only For All Young Boys N Girls....Ek Sahabi Beemaar Ho Gaye To Unhon NeApni Beti Ko Bazaar Bheja"Hakeem" Ko Bulanay K Lhye,Jaatay Jaatay Wo Kisi Ghair Mard Se Takra Gai Aur Bouhat Afsurda Hui,To Uss Ne Aatay Hi Apnay Baap Se Poocha K Aap Ka Kabhi Kisi Ghair Aurat Se Takrao Hua,,,To Unhon Ne Kaha Han Ek Dafa Takraya ThaTo Beti Boli K Uss Ka Qarz Main Utaar Aai Hoon.Plz Think About It.

[()]1.Jis Gunah Say Umar Kam Hoti Hai, Wo Rishtadaroon Se Badsalooki Hai...2.Jis Gunah Se Insaan Par Lanat Hoti Hy, Wo Jhoot Hai..3.Jis Gunah Sy Pakar Aati Hy, Wo Zulam Hai..4.Jis Gunah Sy Rizzaq Band Ho Jata Hai, Wo Zana Hai..5.Jis Gunah Par Pardah Faash Ho Jata Hai,Wo Nasha Hai..6.Jis Gunah Se Chupna,Faraar Hona Parta Hai,Wo (Qatal) Hai..7.Jis Gunah Sy Namtoon Ko Zawaal Aata Hai Wo Takabbar Hai.

DUA...Jo Kahin Na MileWo KhushiChahiye,Dard Kaisa B HoBandagi Chahiye,Mujhko Duniya KiAb Koi KhuwahishNhi,Aakhrat Ki MujheZindagi Chahiye,Tere He AageHaath Phelaon,Ab Aesi ALLAHMujhe BebasiChahiye,Tu Ho Jaye RaaziSanwar JaunMain,Mere MalikAagahi Chahiye,Main Jhukunor Jhukun BusJhuka He Rahun,iBbadat Me BusYe Aajizi Chahiye,Main Bhatak JaunTo Aasra DeyMujhe.Aesi ALLAH MujheRehbari Chahiye.."AaMEEN"

Aye Maalik E Araz O Sama ,Aye Khaalik-e-Kayenaat ,Surah Rehman Kay Sadqay ,Surah Fatiha Kay Sadqay ,Aayet Kareema Kay Sadqay ,Hamaisha Mehfooz rakhna ,Beroz Gari SayTangdasti SayAazmayesh SayRizaq Ki Kami SayRuswai SayQaraz SayMaraz SayJahanum SayHisaab Kitaab SayAulaad Kay Dukh Say ,Waaldain Ki Na Farmani Say ,Deen Ki Doori Say ,Amanat Mai Khianat Say ,Aur Bai Emani Ki Maut Say." " A A M E E N " "

Paani ( Water)Asman ki Taraf Uthay tu BHAAPAsmaan Se Neachay Ae to BARISHJam kar Giray tu OLAYGirr Kar Jamay tu BARAFPhol ke pati par ho tu SHABNAMPati se niklay tu AARQJama ho Jaye tu JHEELBeah Jaye tu NADDIAnkhon se nIklay tu ANSOOJism Se Niklay tu PASEENAHAZART ISMAEL (A.S) k Qadmon Say Nikle tu " AAB-e-ZAM ZAM"AurMeray Pyare AAQA SAL ALLAH U ALIAH WASSALAM ki Ungion Se nIklay tu " AAB-E-KAUSAR"

Mera1KaamKarnaHar Sehri Se PehleHar Namaz K BadHar Iftaar Se PehleHar Taraweeh K BadHar Tilawat Se PehleHar Tahujjad K BadHar Taaq Rat MeSalat Ut Tasbeeh K BadSirf1ChotaSaKaamKarna,SirfApniDuaKChandAlfaazMereNaamKarna,Apni Duaon K Khas Lamhat Me2 Jahan Ki Afyat MangnaDozakh Se Nijaat MangnaRizq-E-HalalHusn-E-Akhlaq MangnaIshq-E-RasoolShukar Karne Wali ZabanSabar Karne Wala Dil Mangna . . . /TALIB-E-DUA

"Aae nabi(saw) jo kitab hum ne tumhari taraf wahi k zariye se bheji hai wahi haq hai,Tasdeeq karti hui aai hai in kitabo ki jo is se pehle aai thein- beshak allah apne bando k haal se bakhabar or her cheez per nigah rakhne wala hai,phir hum ne is kitab ka waris bana dia in logo ko jinhe hum ne (is waris k liye) apne bando main se chun lia"......sura-e-fatir ayat 31to3-|- K33P R3m3mb3r M3 iN UrS PrAyS -|-

"Allah"se Mohabat Haqiqi hai...Mohabbat may dil chahta hai k Mehboob se baaten karen,yeh hai "NAMAZ"Mohabbat may dil chahta hai k Mehboob Keliye khana peena chorh den,yeh hai "ROZA"Mohabbat may dil chahta hai k Mehboob Per maal kharch karen,yeh hai "ZAKAAT"Mohabbat may dil chahta hai k Mehboob K ghar k chakkar lagaen,yeh hai "HAJJ"Mohabbat may dil chahta hai k Mehboob per jaan hi lutaade,yeh hai "JIHAAD".

Intresting Informationg In Quran.Quran Main LIFE Ka Zikar 145 Bar Aya Hai.And DEATH Ka Zikar B 145 Bar.Angels Ka Zikar 88 Bar.And Evils Ka Zikar B 88 Bar.Duniya Ka Zikar 115 Bar And Akhrat Ka Zikar B 115 Bar.Insano Ka Zikar 50 Bar And Rasoolo Ka Zikar B 50 Bar.Ablees Ka Zikar 11 Bar And Us Se Panah Ka B 11 Bar.Musibat Ka Zikar 75 Bar And Shukar Ka B 75 B Bar.Sadqa Ka Zikar 73 Bar And Sakoon Ka Zikar B 73 Bar.

BEST SMS So FarAAP S.A.W k PyareBete Ki Wafat PrAAP S.A.W Bohat...Ghamgeen Thay ,BIBI AYESHA R.Z neAAP S.A.W Se Arz KiakALLAH Ne Har NABI A.SKo Ye Darja Ataa Kia Hyk Wo Apni Zindagi Mein 1Dua Maang Skty Hyn JoForan Qubool Ho Jaye Gi,TouAAP S.A.W Apne Bete KiDobara Zindagi Kia DuaMaang Lete, ALLAH QuboolKrny Wala HyAAP S.A.W Ne Farmaya kWo Dua Main Ne AakhiratMein Apni Ummat k LiyeSambhal Rakhi Hy(SUBHANALLAH)

M0st Repeated Mistakes In Namaz* Jaldi Jaldi Namaz Parhna* Paon Or Ungliyan Qibla Rukh Na Hona* Nangy Sir Parhna* Imam Se Pehly Niyat Ya Koi Arkan Ada Krna* Nigahen Idhar Udhar Ghumana* Qayam Me Hilna* Ruko Me Kamar Seedhi Na Hona* Sajdy Me Naak Zameen Pr Na Lgana* Kohniyon Ko Zameen Se Touch Krna Sajdy Me* Attahayyat Me Hath Ki Ungliyan Ghutno Se Nechy HonaFwd It Apki Waja Se Shyed Kisi Ki Namaz Thek Hojae..!.

Iblees kia tha??40,000 Baras tak jannat ka Khazanchi80,000 Baras tak Malaika ka Sathi20,000 Baras tak Malaika ko Waaz Sunata raha30,000 baras tak Muqarben ka Sardar1,000 Baras tak Rohaneen ka sardar14,000 Baras tak Arsh ka tawaf karta raha1st Asman pe Naam Abid tha2nd per Zahid3rd per Arif4th per Wali5th per Taqi6th per Khazan7th per AzazelLouh E Mehfooz main Iblees thaGHUROOR AUR TAKABBUR ne kia se kia Bana dia

Iblees kia tha??40,000 Baras tak jannat ka Khazanchi80,000 Baras tak Malaika ka Sathi20,000 Baras tak Malaika ko Waaz Sunata raha30,000 baras tak Muqarben ka Sardar1,000 Baras tak Rohaneen ka sardar14,000 Baras tak Arsh ka tawaf karta raha1st Asman pe Naam Abid tha2nd per Zahid3rd per Arif4th per Wali5th per Taqi6th per Khazan7th per AzazelLouh E Mehfooz main Iblees thaGHUROOR AUR TAKABBUR ne kia se kia Bana dia

Dunya Ki Taleem K Lia Hum Apni Aadhi Zindagi Laga Dete Hen,Lekin Deen Ki Taleem K Lia Hamare Pas Waqt Nhi.Behuda Sms Aam Karne K Lia Package Lete Hen,Lekin Deeni Msg Pr Amal Nhi,Parhte Hi Delete.Doston Se Muskura K Baten.Maa Baap Se Bus Karvi Baten.3 Ghante Film Dekhna Gawara.Adha Ghanta Tilawate Quran Nagawar.Hotel, Park, Cinema K Shoqeen.Masjido Se Kosou Door.This Is RealityWhat Is Our Religion?Think About It.

Meraj Se Related HadeesHazrat ANAS R.A Se Riwayat Hai K Rasool Ul Allah S.A.W Ny Frmaya"Meraj K Moka Pr Mera Guzar Aise Logo K Pass Se Huwa Jn K Nakhun PEETAL K Thay Wu Apny CHEHRON Or SEENO Ku Noch Rahay Thay.Mei Ny Pucha"Jibrael A.S Ye Kon Loag Hain?"Jibrael A.S Ny Kaha"Ye Wu Loag Hain Ju Logo Ka Ghosht Khaya KrteThay Aur Un Ke Geebat Krte Thay"Sunan Abi DAWOODKitab Ul AdabAllah K Liye GEEBAT Krna Chor Dijiye.