Jab husn burke mein sadak par chala karta tha,ek diwana peeche-2 chala karta tha,socta tha ki kab hawa chale aur husn ka deedar ho.Ek din diwana chal basa. kuch din baad husn ko deewane ki yaad ayi.jab woh kabar par ayi to andar se aawaz ayi..waah re khuda aaj mein hoon parde mein aur woh benakab ayi.

Your Comment Comment Head Icon

Login