Safar tanha nahin karteSuno aesa nahin karteChalo tum raz ho apnaTumhain afsha nahin karteSuno jis ka muqaddar ho ossey chora nahi karteJisay shafaf rakhhna ho ussey maila nahin karteJo bas jata hai dharkan main ussey bhula nahin karteKisi ko dil dete waqt boht socha nahin karteyJo pehlay sey tanha ho ussey tanha nahin karteSuno yadain sataingi magar roya nahin karteSuno tum yad atay ho aur hum soya nahin karte

Your Comment Comment Head Icon

Login