qareeb maut khari hai zaraa thahar jaoqazaa se aankh lari hai zaraa thahar jaothaki thaki si fazaayen bujhe bujhe taarebari udaas ghari hai zaraa thahar jaonahin ummeed ki ham aaj ki sahar dekhenye raat ham pe kari hai zaraa thahar jaoabhi na jao ke taaron kaa dil dharaktaa haitamaam raat pari hai zaraa thahar jaophir is ke baad kabhi ham na tum ko rokengelabon pe saans ari hai zaraa thahar jaodam-e-firaaq mein ji bhar ke tum ko dekh to luunye faisale kii ghari hai zaraa thahar jao X

Your Comment Comment Head Icon

Login