Aaj ke daur mein aey dost ye manzar kyuN haizaKhm har sar pe har ik haath mein patthar kyuN haijab haqeeqat hai ke har zarrey mein tu rehta haiphir zameeN par kahin masjid kahin maNdir kyuN haiapna aNjaam to maalum hai sab ko phir bhiapani nazaron mein har insaan sikaNdar kyuN haizindagi jeeney ke qaabil hii nahii ab "Rahi"warnaa har aaNkh mein ashkon kaa samaNdar kyuN hai0300 2711 588 / 0333 9968 674

Your Comment Comment Head Icon

Login