Aaj ke daur mein aye dost yeh manzar kyun haiZakhm har ser pe har haath mein patthar kyun haiJab haqeeqat hai ke har zarrey mein Tu rehta haiPhir zameen par kahin masjid kahin mandir kyun haiApna anjaam to maalum hai sab ko phir bhiApni nazaron mein har insaan sikandar kyun haiZindagi jeeney ke qaabil hi nahin abb zakhmiWerna har aankh mein ashkon ka samandar kyun hai

Your Comment Comment Head Icon

Login