Bichrna chahta hai or juda hone se darta haiWo meri Qaid main reh kar raha hone se darta haiGali k morr tak wo dekhta rehta hai chhup chhup karPalat kar dekh loon to samny hony se darta haiWo khud likhta hai tenhai mean mera naam hathoon parMagar jab ru_ba_ru aye to mera hony se drta hai.

Your Comment Comment Head Icon

Login