Dard mein bhi yeh lab muskura jatay hainBeetay lamhay hamein jab bhi yad aatay hainChand lamhat k wastay hee sahimuskura kar mili thi mujhay zindagiTeri agosh mein din thay meray katayteri bahon mein thi meri ratein katiAj bhi jab woh pal mujh ko yad atay haindil say saray ghamon ko bhula jatay ahinMeray kandhay pay sir ko jhukana teraMeray seenay mein khud ko chhupana teraAa k meri panahon mein sham o saharKanch ki tarah woh toot jana teraAj bhi jab woh manzar nazar atay haindil ki veeranion ko mitta jatay hain

Your Comment Comment Head Icon

Login