Dharas hamain bandhata tha dam Benazir ka...Ta dair ab rulae ga gham benazir ka...Daar-e-fanna se shehar-e-baqa muntaqil hue...Maskan hua ha mulk-e-adam Benazir ka...Us ne baray waqaar se ke zindagy basar...Sir kr ska na koe b khum Benazir ka...
Like (0) Dislike (0)
Your Comment