Duniya k bhary bazar mein.Dukh bhi bikty hein or sukh bhi.Mohabbat bhi or nafrat bhi.Mai ny bhary bazar sy Pyar ko chuna.jis par mujhy rok kar kaha gaya.Kaap ko khali Pyar nahi mily ga.Pyar ke sang aap ko.Aansu.Dukh.Tanhai.Aahain.Dard.OrBebassi.Yeh sab bhi diya jaye ga.Warna aap faqat Pyar nahi le kar ja sakty.Mein BohatNaadan tha.Mai ny Pyar k sath ye sab cheezen ly lein.Aaj mery pas sab kuch hai faqat "PYAR" nahi.

Your Comment Comment Head Icon

Login