K kuch baatein yon bayan karte hoHar lafz apnana parta haiK lakh banae bahane humHar bar batana parta haiK chahte hai hum tum koHar bar jatlana parta haiK mushkil hai jeena bin tereHar bar samjana parta haiK apne sub jazbaton koHar bar dabana parta haiK teri baatoon se hud koHar bar bahlana parta haiK teri yaddoon ko dil seHar bar mitana parta haiK kuch baatein yon bayan karte hoHar lafz apnana parta haiBy (A.S.C)
Like (0) Dislike (0)
Your Comment