Khafa hona mana lenaYe sadiyon ki riwaayat haiMuhabbat ki alaamat haiGilay shikwey karo mujh seTumhein iss ki ijazat haiMagar ik baat meri yaad rakhnaHawaein rukh badlti hainKhizayein lout aati hainKhatayein ho hi jati haiKhafa hona bhi mumkin haiKhata hona bhi mumkin haiMagar yoon haath se daaman churaya nahi karteTaluk root janey se kabhi toota nahi kartey.+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

Your Comment Comment Head Icon

Login