Koi ehd b us ko yad nhi,koi bat b us ko yad nhi.ik shkhs nay us ko chaha tha,wo zat b us ko yad nhi.jab shab ki bijli chamki thi,aur badal tot k barsa tha.hum dono jis main bhigay thay,wo barsat b us ko yad nhi.wo sahil darya phool hawa,wo wada sath nibhanay ka,aur shab bhar "chand" ko daikha tha,wo rat bhi us ko yad ni.wo kehta tha main sunta tha,main kehta tha wo sunta tha.un lakhoon batoon main koi ik bat b us ko yad nhi.

Your Comment Comment Head Icon

Login