Main udasian na saja sakoonkabi jism-o-jan k mazar pay.Na diay jalain meri aankh mainmujay itni sakht saza na dai.Zara dhaikh phool ki pation naybikhar bikhar k tamam shabTera naam likha hai rait parkoi laihar aa k mita na dai.Mairay sath chalnay k shoke mainbari dhoop sar pay uthay ga.Tiara naak naksha hai moom kakahein ghum ki aag ghola na dai.Main gazal ki shabnami aankh sayyah dukhoon k phool chuna karoon.Meri sultanat mera fun rahayMujay taj-o-takht khuda na dai.

Your Comment Comment Head Icon

Login