Mein sochta hoon kuch uss se kahonkoi baat mohabat, ulfat kikoi baat sunehrey khwaboun kikoi baat ke jis k harf harf sebe-naam si khushbu poothi hophir sochta hon kya hasil haigar uss ko sab kuch keh bhi diyaye lafz be-kaar jayengeymai sochta hoon aik geet likoonunn komal pyare hathon paruss phoolon waley aanchal parjisey audh ke wo ek pari lagekabhi sochta hoon koi nazam kahoonbas jis main uss ki baatain honun gehri gehri aankhon parjin aankhuon main kai sadiyon kkai qissay hain, afsanay hainphir aksar yun bhi sochta hoonmain kuch na kahoon ye behtar haihar zakhm chupa kar seenay mainbas dukh hii sahoon ye behtar haijab unko aitbaar nahi haijahan lafz yaqeen se khali honwahan chup hii rahon ye behter hai.

Your Comment Comment Head Icon

Login