Mujahy zid nahi meray galay ka haar ho jaoAkela chor dena tum jahan day-zaar ho jaoBohat jaldi samjha mein aany lagtay ho zamanay kiBohat aasan ho thoray dushwar ho jaoMulaqaton mein wafa is liye hona zarori haiK tum ek din judai k liye tayyar ho jaoMein kisi chil chilati dhoop k sehra say aya hoonBas ab aisa karo tum saya-e-deewar ho jaoTumharay pass denay k liye jhooti tasali hoNa aye aisa din tum is qadar naadar ho jaoTumhein maloom ho jaeyga kaisay runj sehtay hainMeri itni dua hai k tum tanha funkaar ho jao

Your Comment Comment Head Icon

Login