Pyaar hai tera phulo ki khushbuIn khushbu me kahi madhosh ho na jau.�Agar madhosh ho jau to in me kho na jau..�Pyaar hai tera sagar ka daryaIs darya me kahi dub na jau.Agar dub jau to in me kho na jau..�Pyaar hai tera barish ki bundeIn bundo me kahi bhig na jau.Agar bhig jau to in me kho na jau..�Pyaar hai tera un pahade se badaIn pahado me kahi dur tak chadh na jau.Agar chadh jau to in me kho na jau..Pyaar hai tera us aasman ki tarah vishalIs aasman me kahi yaha waha chali na jau.Agar chali jau to in me kahi kho na jau..Pyaar hai tera mere dil ka aainaIs aaine me dekhne chali na jau.Agar dekhne chali bhi jau to in me kahi kho na jau..

Your Comment Comment Head Icon

Login