Raat bhar aankhon main raha jashan ka samatum samne mere they kisi khuaab ki tarah,Charon taraf phoolon main ek raqs tha bapasaba bhi ker rahe they gulon sey utkhelean,Thein titlian fiza main sabhi tairte huephoolon ka rang churate thein magar ghare ghare,Rangon amin ek rang bara shaandaar thaus amin bhi apne khuaab ke jaisa khumaar tha,Qadmon main mere phool they aur sar per saibaanhathon main tera haath tha khush tha yeh kul jahan,Tha qos-o-qaza rehguzar apney pyar kejannat ka ek baagh tha sapno ki raat thi,foren hi aankh khul gayi khushboo ke lehar thiphir neend main kho jaaon mein koshish yehi rahi..!

Your Comment Comment Head Icon

Login