Tu hi bata ayDIL-E-betaabhum ko,khush rehnay k adaab kahan aatay hain,,,,?Main to yak musht usay sonp dun sub kuch lekin....aik mutthi main meray khuwaab kahan Aatay hain,,?Muddaton baad usay dekh k dil bhar Aaya,,,warna sehraon main sailaab kahan Aatay hain....?meri be dard nigaahon main agar bhoolay say,,,neend Aaye bhi to ab khuwaab kahan Aaty hain.

Your Comment Comment Head Icon

Login