Tumhara naam sunte hi bahut kuchh yaad aata haiKhushi me guzra hua ek zamana yaad aata haiItni door ho gaye ho humse tumhe bula bhi nahi sakteAankhe bandh karte hi tumhara chehra yaad aata haiKaise bhuladu tumhe ab tum hi batado SanamKiya tha kabhi jo tumse wo wada yaad aata haiKabhi jaker sagar kinare banaya tha jo gharonda humneAaj toota hua ret ka wo mahel yaad aata haiKabhi socha na tha maine hum yu bichhad jayengeBachpan ka wo roothna wo manana yaad aata haiChar pal wo Zindagi ke wo mehfilo ki roshniDeepak ke ujale me bhi gum ka andhera yaad aata haiAb to is tanhayi me ghoont ke mar jayenge humHum se wo chhoota hua tumhara daman yaad aata haiAankhse nikal pade hai aansoo hath bi ab thum gaye haiMai poochhthi hu apne apse aur kya kya yaad aata hai

Your Comment Comment Head Icon

Login