Woh shakhs mujh ko jeet kay hara hai aur busItna hi zindagi ka khasara hai aur busKesay kahoon keh us ka irada badal gayaSuch to yehi hai us nay pukara hai aur busDunya ko is main dard ki shiddat kahan milayAankhon say toot�ta hua tara hai aur busLafzon main dard e hijr ko mehsoos ker kay daikhKehnay ko main nay waqt guzara hai aur busAb in main koi khwab sajanay nahi mujhayAankhon ko intazar tumhara hai aur busMain nay kaha keh khwab main dekhi hain barishainUs nay kaha keh ik ishara hai aur bus.0300 2711 588 / 0333 9968 674

Your Comment Comment Head Icon

Login