Ye Ishq nahin aasan...Masoom Mohabbat ka bas itna sa fasana hainkagaz ki haveli hain baarish ka zamana hainKya shart e mohabbat hain kya shart e zamana hainAwaaz bhi zakhmi hain aur geet bhi gana hainUss paar utarne ki umeed bhi kam hainKashti bhi purani hain aur tufaan ko bhi aana hainSamjhe ya na samjhe woh andaaz mohabbat keEk shakhs ko aankhon se ek sher sunana hainBholi si ada fir koi aaj ishq ki zid par hainPhir aag ka dariya hain aur dhoob kar jaana hain.......;-

Your Comment Comment Head Icon

Login