aik raah pe sari umar chaleaik dooje ko na samajh sake...jeewan ka safa anjaan safarbe kashish, be araam safar....jeewan k kisi bhi dukh sukh meinwoh mere saath shareek nahe...hum donu mein aik rishta haiper jazboon ki tehreek nahe...jaari hai magr anjaan safarmein sochta hun aik din yunhiwoh mujhse juda hojaegi....ya pehle mein mar jaonga.ya shayed woh mar jaegi...phir loug kahenge, inka ye rishta kitna sacha tha....per kisko khabar, sara jeewanwoh tanha thi, mein tanha tha....+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

Your Comment Comment Head Icon

Login