apne hoontoon pe sajaana chaahta hoonaa tujhe main gungunaana chaahta hoonkoi aansoo tere daman par gira karboond ko mooti banaaana chaahta hoonthak gaya main karte karte yaad tujh koab tujhe main yaad aana chaahta hoonchaa raha hai saari basti main andheraroshni ko ghar jalaana chaahta hoon
Like (0) Dislike (0)
Your Comment