dard ke beez mere seene me laga gaye the tum,apne ashqon se unko main seench raha hu,shyad jo baat labon se kahna hi mumkin nahi hai,aise jasbaat ke liye shabd doondh raha hu,jinki mafi is jahan me mila nahi karti,muddat se ek aisa gunha kar raha hu,nadani bhi kaisi ye dile nadan kar raha hai,ki jin nulkilon patthron ki raha se guzar aaya,usi raha par kadmon ke nisan doondh raha hai,zindgi ki is raha me zindgi kab milegi���,har gujarte lamhe se bas yahi poonch rah hai

Your Comment Comment Head Icon

Login